Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Ejaaz tawakkal

b. 1962

Poems

Meter
  1. adab se ārī darinda sifāt logoñ meñmaiñ baiṭhtā hī nahīñ vāhiyāt logoñ meñ
  2. اس قدر غور سے نہ سن فعلنبحر ٹوٹی ہوئی ہے چن فعلن
  3. bahtī huī ānkhoñ kī ravānī meñ mire haiñkuchh ḳhvāb mire ain javānī meñ mire haiñ
  4. chahār samt kahīñ dā.eñ bā.eñ lagtī haiñsukūt toṛnā ho to sadā.eñ lagtī haiñ
  5. zamāne kī satā.ī ḳhudkushī haimohabbat ibtidā.ī ḳhudkushī hai
  6. ishq jo vālhāna hotā haiḳhud ko hī āzmānā hotā hai
  7. kāsh ko likhā hai kāshā shukriyalafz ko tum ne tarāshā shukriya
  8. kahte haiñ jis ko ishq mire bhā.ī jang haiye do diloñ ke bīch ilāqā.ī jang hai
  9. mārne vālī umangoñ kī tarah hotā haiishq bārūdī sarnigūñ kī tarah hotā hai
  10. nīnd ke dā.ire meñ hāzir hūñḳhvāb ke rāste meñ hāzir hūñ
  11. hameñ ye rāz sabhī ko batānā hotā haina.e ke ba.ad hī koī purānā hotā hai
  12. ho ke bārīk mil rahī hai mujhehar ḳhabar vek mil rahī hai mujhe
  13. ye un se miltī hai mubtalā na.īñhavā daraḳhtoñ kī dāshta na.īñ
  14. ye bhī mumkin hai miyāñ ānkh bhigone lag jā.ūñvo kahe kaise ho tum aur maiñ rone lag jā.ūñ
  15. ye hikmat-e-amalī hai koī kīna nahīñ haiis hijr ke ghā.o ko abhī sīnā nahīñ hai
  16. banā rahā hūñ maiñ fehrist chhoṭe logoñ kīmalāl ye ke baṛe nām is meñ āte haiñ