Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Daood Kaashmiri

Poems

Meter
  1. agar jahāñ meñ ḳhudā ke sivā kuchh aur nahīñto phir nasīb duā ke sivā kuchh aur nahīñ
  2. tū na pā.egā kahīñ zauq-e-qazā mere bādjo dam-e-marg de qātil ko duā mere ba.ad
  3. sāth pā kar bhī ḍar gayā koīrāste meñ ṭhahar gayā koī
  4. sūrat se jo dikhā.ī diye the ġharīb seab rashk har kisī ko hai un ke nasīb se
  5. ga.e jo kūche meñ us ke to itnā pyār milāmagar ye kyā ke har ik shaḳhs be qarār milā
  6. log ġham se ḍarte haiñ maiñ ḳhushī se ḍartā hūñtīrgī se kyā ḍarnā raushnī se ḍartā hūñ
  7. maiñ jab tavahhumāt se yaksar guzar gayāapnī hī shakl dekh ke kyūñ āj ḍar gayā
  8. navā-e-zīst se miltī mirī navā to nahīñmirī navā meñ chhupī sī tirī sadā to nahīñ
  9. hamdam-e-bā ḳhabar merī tanhā.iyāñmūnis motabar merī rusvā.iyāñ
  10. ḳhāmushī gar tumheñ marġhūb hai tanhā hī rahozindagī shor se mansūb hai tanhā hī raho