Poet
Daood Kaashmiri
Poems
- اگر جہاں میں خدا کے سوا کچھ اور نہیںتو پھر نصیب دعا کے سوا کچھ اور نہیںagar jahāñ meñ ḳhudā ke sivā kuchh aur nahīñto phir nasīb duā ke sivā kuchh aur nahīñ
- تو نہ پائے گا کہیں ذوق قضا میرے بادجو دم مرگ دے قاتل کو دعا میرے بعدtū na pā.egā kahīñ zauq-e-qazā mere bādjo dam-e-marg de qātil ko duā mere ba.ad
- ساتھ پا کر بھی ڈر گیا کوئیراستے میں ٹھہر گیا کوئیsāth pā kar bhī ḍar gayā koīrāste meñ ṭhahar gayā koī
- صورت سے جو دکھائی دئیے تھے غریب سےاب رشک ہر کسی کو ہے ان کے نصیب سےsūrat se jo dikhā.ī diye the ġharīb seab rashk har kisī ko hai un ke nasīb se
- گئے جو کوچے میں اس کے تو اتنا پیار ملامگر یہ کیا کہ ہر اک شخص بے قرار ملاga.e jo kūche meñ us ke to itnā pyār milāmagar ye kyā ke har ik shaḳhs be qarār milā
- لوگ غم سے ڈرتے ہیں میں خوشی سے ڈرتا ہوںتیرگی سے کیا ڈرنا روشنی سے ڈرتا ہوںlog ġham se ḍarte haiñ maiñ ḳhushī se ḍartā hūñtīrgī se kyā ḍarnā raushnī se ḍartā hūñ
- میں جب توہمات سے یکسر گزر گیااپنی ہی شکل دیکھ کے کیوں آج ڈر گیاmaiñ jab tavahhumāt se yaksar guzar gayāapnī hī shakl dekh ke kyūñ āj ḍar gayā
- نوائے زیست سے ملتی مری نوا تو نہیںمری نوا میں چھپی سی تری صدا تو نہیںnavā-e-zīst se miltī mirī navā to nahīñmirī navā meñ chhupī sī tirī sadā to nahīñ
- ہمدم با خبر میری تنہائیاںمونس معتبر میری رسوائیاںhamdam-e-bā ḳhabar merī tanhā.iyāñmūnis motabar merī rusvā.iyāñ