Poet
Danish Naqwi
b. 1995
Poems
- آواز کی دوری پہ کھڑا سوچ رہا ہوںاب کون مجھے دے گا صدا سوچ رہا ہوںāvāz kī dūrī pe khaṛā soch rahā hūñab kaun mujhe degā sadā soch rahā hūñ
- پیاسے چہروں پر لگتے ہیں خالی ہاتھ دعاؤں کےپھر بھی کون سمجھ سکتا ہے دکھ سوکھے دریاؤں کےpyāse chehroñ par lagte haiñ ḳhālī hāth duā.oñ kephir bhī kaun samajh saktā hai dukh sūkhe dariyā.oñ ke
- راہ میں پڑتی تھی دیوار نہیں دیکھ سکامیں کہ اس پار تھا اس پار نہیں دیکھ سکاrāh meñ paṛtī thī dīvār nahīñ dekh sakāmaiñ ke us pār thā us pār nahīñ dekh sakā
- سب لوگ کہانی میں ہی مصروف رہے تھےدراصل اداکار حقیقت میں مرے تھےsab log kahānī meñ hī masrūf rahe thedarasl adākār haqīqat meñ mire the
- کبھی کبھی تو نہ ہوگی کبھی ہوا کرے گیضرور تجھ کو کسی کی کمی ہوا کرے گیkabhī kabhī to na hogī kabhī huā karegīzarūr tujh ko kisī kī kamī huā karegī
- کسی کو اپنی کسی کو اپنی کسی کو اپنی پڑی ہوئی ہےہمیں تو لے دے کے ساری دنیا میں صرف تیری پڑی ہوئی ہےkisī ko apnī kisī ko apnī kisī ko apnī paṛī huī haihameñ to le de ke sārī duniyā meñ sirf terī paṛī huī hai
- ماحول مناسب ہو تو اوپر نہیں جاتےہم تازہ گھٹن چھوڑ کے چھت پر نہیں جاتےmāhaul munāsib ho to ūpar nahīñ jāteham tāza ghuṭan chhoṛ ke chhat par nahīñ jāte
- مشکل دن بھی آئے لیکن فرق نہ آیا یاری میںہم نے پوری جان لگائی اس کی تابع داری میںmushkil din bhī ā.e lekin farq na āyā yārī meñham ne pūrī jān lagā.ī us kī tābe dārī meñ
- مصیبتیں سر برہنہ ہوں گی عقیدتیں بے لباس ہوں گیتھکے ہوؤں کو کہاں پتہ تھا کہ صبحیں یوں بد حواس ہوں گیmusībateñ sar barahna hoñgī aqīdateñ be libās hoñgīthake huoñ ko kahāñ pata thā ke sub.heñ yūñ bad havās hoñgī
- نظر تو آیا مگر جا بجا نہیں آیازمیں پہ آدمی جیسا خدا نہیں آیاnazar to āyā magar jā bajā nahīñ āyāzamīñ pe ādmī jaisā ḳhudā nahīñ āyā
- وہ کتنی دیر کھڑا سوچتا رہا مجھ کوگلے لگا تو پتہ بھی نہیں چلا مجھ کوvo kitnī der khaṛā sochtā rahā mujh kogale lagā to pata bhī nahīñ chalā mujh ko
- یوں بھی آنکھوں میں کسی خواب کا ریشہ نہ بنےکوئی پہچان نہ ہو ٹھیک سے چہرہ نہ بنےyūñ bhī ānkhoñ meñ kisī ḳhvāb kā resha na banekoī pahchān na ho ṭhīk se chehra na bane