Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Danish Asari

b. 1991

Poems

Meter
  1. ashkoñ ko apnī ānkh meñ paiham liye hueham chal rahe haiñ jaise sharābī piye hue
  2. tirā nishāna hūñ maiñ tīr ban ke mujh meñ āmaiñ ik firem hūñ tasvīr ban ke mujh meñ ā
  3. thoṛī hairān thī ghabrā.ī thī sharmā.ī bahuthasrat-e-dīd bujhī bujh ke bhī taṛpā.ī bahut
  4. hijāzī le ga.ī ham ne bhulā.e tūr turkānībachī le de ke ham meñ ab faqat apnoñ kī man mānī
  5. dil ne kahā thā kāfī pahle ishq kā ik afsāna likhbegānoñ ko apnā likh de apnoñ ko begāna likh
  6. suno ke ishq-o-mohabbat kā tājdār hūñ maiñmohabbatoñ ke safīne pe ab savār hūñ maiñ
  7. mujh pe ilzām lagāte ho lagā.e jā.oḳhūn-e-dil apnā jalāte ho jalā.e jā.o
  8. vo shaḳhs āj mujh ko ek ā.īna dikhā gayātalab ke bhī usūl haiñ yahī mujhe batā gayā
  9. ham vo majbūr ke hijrat bhī nahīñ kar sakteya.anī āzādī kī chāhat bhī nahīñ kar sakte
  10. ye alag bāt ke peshānī pe bal ā.egāġhaur karte raho kuchh hal bhī nikal ā.egā