Poet
Chandra Shekhar Varma
b. 1967
Poems
- اتنی آسانی سے گر تجھ کو خدا مل جائے گاپھر تو تیری وحشتوں کو حوصلہ مل جائے گاitnī āsānī se gar tujh ko ḳhudā mil jā.egāphir to terī vahshatoñ ko hausla mil jā.egā
- ارادے نیک ہیں نیت کھری ہےتمہاری جیب پھر کیسے بھری ہےirāde nek haiñ niyyat kharī haitumhārī jeb phir kaise bharī hai
- ایک تو پتھر اچھالا جا رہا ہےاس پہ شیشہ بھی سنبھالا جا رہا ہےek to patthar uchhālā jā rahā haius pe shīsha bhī sambhālā jā rahā hai
- بات سن لے گا خدا امین کہناپڑھ کے تم اپنی دعا آمین کہناbāt sun legā ḳhudā amīn kahnāpaṛh ke tum apnī duā āmīn kahnā
- بجھا ڈالے ہوا نے شہر کے سارے دیے پراسے افسوس رتی بھر نہیں اپنے کئے پرbujhā ḍāle havā ne shahr ke sāre diye paruse afsos rattī bhar nahīñ apne kiye par
- ترے گواہ نے کیسا بیان رکھا ہےکہا ہے جھوٹ مگر سچ کا دھیان رکھا ہےtire gavāh ne kaisā bayān rakhā haikahā hai jhūṭ magar sach kā dhyān rakhā hai
- تیری تصویر کا جب دام لگایا جائےنام اس پر سے مصور کا ہٹایا جائےterī tasvīr kā jab dām lagāyā jā.enām us par se musavvir kā haṭāyā jā.e
- دنیا میں اک دن سکہ ایجاد ہواپھر اگلے ہی دن کاسہ ایجاد ہواduniyā meñ ik din sikka ījād huāphir agle hī din kāsa ījād huā
- سبھی صدیوں کو مل کر سوچنا ہےکہ اک لمحے کا من کیوں انمنا ہےsabhī sadiyoñ ko mil kar sochnā haike ik lamhe kā man kyūñ anmanā hai
- شناور کو بچانا چاہیئے تھاندی کو ڈوب جانا چاہیئے تھاshanāor ko bachānā chāhiye thānadī ko ḍūb jānā chāhiye thā
- کہیں چندن مہکتا ہے کہیں کیسر مہکتا ہےیہ خوشبو ہے بزرگوں کی جو میرا گھر مہکتا ہےkahīñ chandan mahaktā hai kahīñ kesar mahaktā haiye ḳhushbū hai buzurgoñ kī jo merā ghar mahaktā hai
- میں یوں ہی مسکرانے کے بہانے ڈھونڈ لیتا ہوںمیں کافر ہوں خدا کے در کبھی سجدہ نہیں کرتاmaiñ yūñ hī muskurāne ke bahāne ḍhūñḍ letā hūñmaiñ kāfir hūñ ḳhudā ke dar kabhī sajda nahīñ kartā
- یہ کب کہا ہے ہم نے سجدہ نہیں کریں گےتم جس کا چاہتے ہو اس کا نہیں کریں گےye kab kahā hai ham ne sajda nahīñ kareñgetum jis kā chāhte ho us kā nahīñ kareñge
- یہ مکرر اور یہ ارشاد زندہ بادشعر کو سمجھے بنا دی داد زندہ بادye mukarrar aur ye irshād zinda bādsher ko samjhe banā dī dād zinda bād