Poet
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
چندر بھان کیفی دہلوی1878–1941
Poems
- تھی نئی کافر ادا کی شان ہنستے بولتےعاشقوں نے دے دیا ایمان ہنستے بولتےthī na.ī kāfir adā kī shān hañste bolteāshiqoñ ne de diyā īmān hañste bolte
- جذبۂ شوق بڑھاتا ہے جدا ہو جانااوپری دل سے ذرا مجھ سے خفا ہو جاناjazba-e-shauq baṛhātā hai judā ho jānāauprī dil se zarā mujh se ḳhafā ho jānā
- جہاں رنگ و بو ہے اور میں ہوںبہار آرزو ہے اور میں ہوںjahāñ rang-o-bū hai aur maiñ hūñbahār-e-ārzū hai aur maiñ hūñ
- خاکساری سے یہاں تک مرتبہ اونچا ہوادیدۂ گردوں کی پتلی خاک آگ کا پتلا ہواḳhāksārī se yahāñ tak martaba ūnchā huādīda-e-gardūñ kī putlī ḳhāk āg kā putlā huā
- دل کشی نام کو بھی عالم امکاں میں نہیںاپنے مطلب کا کوئی پھول گلستاں میں نہیںdil kashī nām ko bhī ālam-e-imkāñ meñ nahīñapne matlab kā koī phūl gulistāñ meñ nahīñ
- دور نگاہ ساقی مستانہ ایک ہےپیمانے دو ہیں گردش پیمانہ ایک ہےdūr nigāh sāqī-e-mastāna ek haipaimāne do haiñ gardish-e-paimāna ek hai
- دیتے ہیں میرے جام میں دیکھیں شراب کبآتا ہے ماہتاب کے گھر آفتاب کبdete haiñ mere jām meñ dekheñ sharāb kabātā hai māhtāb ke ghar āftāb kab
- فتنۂ روزگار کی باتیںایسی ہیں جیسے یار کی باتیںfitna-e-rozgār kī bāteñaisī haiñ jaise yār kī bāteñ
- کیا حسن ہے یوسف بھی خریدار ہے تیراکہتے ہیں جسے مصر وہ بازار ہے تیراkyā husn hai yūsuf bhī ḳharīdār hai terākahte haiñ jise misr vo bāzār hai terā
- لے اڑا رنگ فلک جلوۂ رعنائی کاعکس ہے قوس قزح میں تری انگڑائی کاle uṛā rang-e-falak jalva-e-ra.anā.ī kāaks hai qaus-e-quzah meñ tirī angṛā.ī kā
- مجھ کو خاک در مے خانہ بنایا ہوتاپھر اسی خاک سے پیمانہ بنایا ہوتاmujh ko ḳhāk-e-dar-e-mai ḳhāna banāyā hotāphir isī ḳhāk se paimāna banāyā hotā
- نہیں دیتے کبھی دنیا کو دل اہل نظر اپناکبھی مرغاب تر کرتا نہیں پانی سے پر اپناnahīñ dete kabhī duniyā ko dil ahl-e-nazar apnākabhī marġhāb tar kartā nahīñ pānī se par apnā
- ہر آرزو میں رنگ ہے باغ و بہار کاکانٹا بھی ایک پھول ہے اس خار زار کاhar ārzū meñ rang hai bāġh-o-bahār kākānṭā bhī ek phūl hai is ḳhār zār kā
- ہندو مسلمانوں کا اتحاد
- ہندی ہندوستانی
- غالبؔ
- نئی دہلی
- نورجہاں
- شری کرشن
- اداؤں کا کچھ اس انداز سے پردہ اٹھا دینالجانا کسمسانا دیکھ لینا مسکرا دیناadā.oñ kā kuchh is andāz se parda uṭhā denālajānā kasmasānā dekh lenā muskurā denā