Poet
بیان میرٹھی
Poems
- آئیں گے گر انہیں غیرت ہوگیوہ نہ آئے تو قیامت ہوگیā.eñge gar unheñ ġhairat hogīvo na ā.e to qayāmat hogī
- اے جنوں ہاتھ کے چلتے ہی مچل جاؤں گامیں گریبان سے پہلے ہی نکل جاؤں گاai junūñ hāth ke chalte hī machal jā.ūñgāmaiñ garebān se pahle hī nikal jā.ūñgā
- بدلنے رنگ سکھلائے جہاں کوکہوں کیا سرمہ کو وسمہ کو پاں کوbadalne rang sukhlā.e jahāñ kokahūñ kyā surma ko vasma ko pāñ ko
- چراغ حسن ہے روشن کسی کاہمارا خون ہے روغن کسی کاcharāġh-e-husn hai raushan kisī kāhamārā ḳhūn hai roġhan kisī kā
- خاک کرتی ہے برنگ چرخ نیلی فام رقصہر دو عالم کو ترا رکھتا ہے بے آرام رقصḳhāk kartī hai barang-e-charḳh-e-nīlī fām raqshar do ālam ko tirā rakhtā hai be ārām raqs
- خوں بہانے کے ہیں ہزار طریقرنگ لانے کے ہیں ہزار طریقḳhūñ bahāne ke haiñ hazār tarīqrang lāne ke haiñ hazār tarīq
- سر شوریدہ پائے دشت پیما شام ہجراں تھاکبھی گھر تھا بیاباں میں کبھی گھر میں بیاباں تھاsar-e-shorīda pā.e dasht paimā shām-e-hijrāñ thākabhī ghar thā bayābāñ meñ kabhī ghar meñ bayābāñ thā
- غمزۂ معشوق مشتاقوں کو دکھلاتی ہے تیغصورت ابرو ہمارے سر چڑھی جاتی ہے تیغġhamza-e-ma.ashūq mushtāqoñ ko dikhlātī hai teġhsūrat-e-abrū hamāre sar chaṛhī jātī hai teġh
- فلک نے ابر مرے سینہ کا بخار کیامجھے مجھی پہ ستم گر نے اشک بار کیاfalak ne abr mire sīna kā buḳhār kiyāmujhe mujhī pe sitam gar ne ashk bār kiyā
- کھلا ہے جلوۂ پنہاں سے از بس چاک وحشت کامیں ڈرتا ہوں کہیں پردہ نہ پھٹ جائے حقیقت کاkhulā hai jalva-e-pinhāñ se az bas chāk vahshat kāmaiñ ḍartā hūñ kahīñ parda na phaṭ jā.e haqīqat kā
- لہو ٹپکا کسی کی آرزو سےہماری آرزو ٹپکی لہو سےlahū ṭapkā kisī kī ārzū sehamārī ārzū ṭapkī lahū se
- مثل حباب بحر نہ اتنا اچھل کے چلہیں ساتھ ساتھ موج حوادث سنبھل کے چلmisl-e-habāb-e-bahr na itnā uchhal ke chalhaiñ sāth sāth mauj-e-havādis sambhal ke chal
- وہ دریا بار اشکوں کی جھڑی ہےکہ حوت آسماں تہہ میں پڑی ہےvo dariyā bār ashkoñ kī jhaṛī haike hūt-e-āsmāñ tah meñ paṛī hai
- جو مکتب ایجاد میں داخل ہوگااوج اس کو فروتنی سے حاصل ہوگاjo maktab ījād meñ dāḳhil hogāauj us ko farotanī se hāsil hogā
- آوارۂ حرص در بہ در پھرتا ہےہم سنگ فلاخن پئے زر پھرتا ہےāvāra-e-hirs-e-dar ba dar phirtā haiham sang falāḳhan piye zar phirtā hai
- اسرار جہاں لطیفۂ غیبی ہیںسب عالم تحت و فوق ترکیبی ہیںasrār-e-jahāñ latīfa-e-ġhaibī haiñsab ālam taht-o-fauq tarkībī haiñ
- افلاس میں کیوں ٹیکس لگا رکھا ہےاسٹام کے جال میں پھنسا رکھا ہےiflās meñ kyūñ ṭaiks lagā rakhā haiisṭām ke jāl meñ phañsā rakhā hai
- بیدار نہیں کوئی جہاں خواب میں ہےنیرنگ عجب عالم اسباب میں ہےbedār nahīñ koī jahāñ ḳhvāb meñ hainairang ajab ālam asbāb meñ hai
- پیری کی سپیدی ہے کہ مرتا ہوں میںجوں شمع دم صبح گزرتا ہوں میںpīrī kī sapedī hai ke martā hūñ maiñjūñ sham.a dam-e-sub.h guzartā hūñ maiñ
- سچ ہے کہ جہاں میں سیر کیا کیا دیکھیمشرق کی طرف برق تجلی دیکھیsach hai ke jahāñ meñ sair kyā kyā dekhīmashriq kī taraf barq-e-tajallī dekhī
- کب کوئی فضول ہاتھ ملتا ہے بھلامطلب کہیں اس طرح نکلتا ہے بھلاkab koī fuzūl hāth miltā hai bhalāmatlab kahīñ is tarah nikaltā hai bhalā
- گرمی امسال کس قیامت کی پڑیایک ایک گھڑی ہوئی قیامت کی گھڑیgarmī imsāl kis qayāmat kī paṛīek ek ghaṛī huī qayāmat kī ghaṛī
- ہاں جہل تمہیں سے رنگ لایا پھر کیوںلایا تو گلا زباں پر آیا پھر کیوںhāñ jahl tumheñ se rang lāyā phir kyūñlāyā to gilā zabāñ par āyā phir kyūñ
- صبح قیامت آئے گی کوئی نہ کہہ سکا کہ یوںآئے وہ در سے ناگہاں کھولے ہوئے قبا کہ یوںsub.h-e-qayāmat ā.egī koī na kah sakā ke yūñā.e vo dar se nāgahāñ khole hue qabā ke yūñ
- یہ میں کہوں گا فلک پہ جا کر زمیں سے آیا ہوں تنگ آ کرجو اے مسیحا تو ہے مسیحا تو کچھ مرے درد کی دوا کرye maiñ kahūñgā falak pe jā kar zamīñ se āyā hūñ tang ā karjo ai masīhā to hai masīhā to kuchh mire dard kī davā kar