Poet
بیان میرٹھی
Poems
- آئیں گے گر انہیں غیرت ہوگیوہ نہ آئے تو قیامت ہوگیā.eñge gar unheñ ġhairat hogīvo na ā.e to qayāmat hogī
- اے جنوں ہاتھ کے چلتے ہی مچل جاؤں گامیں گریبان سے پہلے ہی نکل جاؤں گاai junūñ hāth ke chalte hī machal jā.ūñgāmaiñ garebān se pahle hī nikal jā.ūñgā
- بدلنے رنگ سکھلائے جہاں کوکہوں کیا سرمہ کو وسمہ کو پاں کوbadalne rang sukhlā.e jahāñ kokahūñ kyā surma ko vasma ko pāñ ko
- چراغ حسن ہے روشن کسی کاہمارا خون ہے روغن کسی کاcharāġh-e-husn hai raushan kisī kāhamārā ḳhūn hai roġhan kisī kā
- خاک کرتی ہے برنگ چرخ نیلی فام رقصہر دو عالم کو ترا رکھتا ہے بے آرام رقصḳhāk kartī hai barang-e-charḳh-e-nīlī fām raqshar do ālam ko tirā rakhtā hai be ārām raqs
- خوں بہانے کے ہیں ہزار طریقرنگ لانے کے ہیں ہزار طریقḳhūñ bahāne ke haiñ hazār tarīqrang lāne ke haiñ hazār tarīq
- سر شوریدہ پائے دشت پیما شام ہجراں تھاکبھی گھر تھا بیاباں میں کبھی گھر میں بیاباں تھاsar-e-shorīda pā.e dasht paimā shām-e-hijrāñ thākabhī ghar thā bayābāñ meñ kabhī ghar meñ bayābāñ thā
- غمزۂ معشوق مشتاقوں کو دکھلاتی ہے تیغصورت ابرو ہمارے سر چڑھی جاتی ہے تیغġhamza-e-ma.ashūq mushtāqoñ ko dikhlātī hai teġhsūrat-e-abrū hamāre sar chaṛhī jātī hai teġh
- فلک نے ابر مرے سینہ کا بخار کیامجھے مجھی پہ ستم گر نے اشک بار کیاfalak ne abr mire sīna kā buḳhār kiyāmujhe mujhī pe sitam gar ne ashk bār kiyā
- کھلا ہے جلوۂ پنہاں سے از بس چاک وحشت کامیں ڈرتا ہوں کہیں پردہ نہ پھٹ جائے حقیقت کاkhulā hai jalva-e-pinhāñ se az bas chāk vahshat kāmaiñ ḍartā hūñ kahīñ parda na phaṭ jā.e haqīqat kā
- لہو ٹپکا کسی کی آرزو سےہماری آرزو ٹپکی لہو سےlahū ṭapkā kisī kī ārzū sehamārī ārzū ṭapkī lahū se
- مثل حباب بحر نہ اتنا اچھل کے چلہیں ساتھ ساتھ موج حوادث سنبھل کے چلmisl-e-habāb-e-bahr na itnā uchhal ke chalhaiñ sāth sāth mauj-e-havādis sambhal ke chal
- وہ دریا بار اشکوں کی جھڑی ہےکہ حوت آسماں تہہ میں پڑی ہےvo dariyā bār ashkoñ kī jhaṛī haike hūt-e-āsmāñ tah meñ paṛī hai