Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

بیان میرٹھی

Poems

  1. āvāra-e-hirs-e-dar ba dar phirtā haiham sang falāḳhan piye zar phirtā hai
  2. asrār-e-jahāñ latīfa-e-ġhaibī haiñsab ālam taht-o-fauq tarkībī haiñ
  3. iflās meñ kyūñ ṭaiks lagā rakhā haiisṭām ke jāl meñ phañsā rakhā hai
  4. bedār nahīñ koī jahāñ ḳhvāb meñ hainairang ajab ālam asbāb meñ hai
  5. pīrī kī sapedī hai ke martā hūñ maiñjūñ sham.a dam-e-sub.h guzartā hūñ maiñ
  6. sach hai ke jahāñ meñ sair kyā kyā dekhīmashriq kī taraf barq-e-tajallī dekhī
  7. kab koī fuzūl hāth miltā hai bhalāmatlab kahīñ is tarah nikaltā hai bhalā
  8. garmī imsāl kis qayāmat kī paṛīek ek ghaṛī huī qayāmat kī ghaṛī
  9. hāñ jahl tumheñ se rang lāyā phir kyūñlāyā to gilā zabāñ par āyā phir kyūñ