Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Bakul Dev

b. 1980

Poems

Meter
  1. ab ujaṛne ke ham na basne kekaṭ ga.e jāl sāre phañsne ke
  2. apnā bigṛā huā banā.o liyejī rahe haiñ vahī sabhā.o liye
  3. bār dīgar ye falsafe dekhūñzaḳhm phir se hare bhare dekhūñ
  4. bārishoñ meñ ab ke yād ā.e bahutabr jo barse nahīñ chhā.e bahut
  5. tirā lahza vahī talvār jaisā thāmirī gardan meñ ḳham har bār jaisā thā
  6. jān le le na zabt āh kahīñro liyā kīje gāh gāh kahīñ
  7. jo hai chashma use sarāb karoshahr tishna meñ inqilāb karo
  8. chāl apnī adā se chalte haiñham kahāñ kaj ravī se ṭalte haiñ
  9. hādsāt ab ke safar meñ na.e ḍhab se ā.ekashtiyāñ bhī nahīñ ḍūbī na kināre ā.e
  10. dil se be sūd aur jāñ se ḳharābho rahā hūñ kahāñ kahāñ se ḳharāb
  11. samā.at ke liye ik imtihāñ haiḳhamoshī in dinoñ misl-e-bayāñ hai
  12. kam na hogī ye sargirānī kiyāyūñ hī guzregī zindagānī kiyā
  13. kaun kahtā hai ṭhahar jānā hairang chaṛhnā hai utar jānā hai
  14. go zarā tez shuā.eñ thīñ zarā mand the hamtū ne dekhā hī nahīñ ġhaur se har chand the ham
  15. mire kuchh bhī kahe ko kāṭṭā haivo apne dā.ire ko kāṭṭā hai
  16. hameñ dekhā na kar uṛtī nazar seummīdoñ ke nikal āte haiñ par se
  17. hameñ rās ānī hai rāhoñ kī gaṭhrīrakho pās apnī panāhoñ kī gaṭhrī
  18. hue ham be sar-o-sāmān lekinsafar ko kar liyā āsān lekin
  19. ye kis kī yād kā dil par rafū thāke bah jāne pe āmāda lahū thā
  20. samt duniyā ke ham ga.e hī nahīñis ilāqe se dushmanī sī rahī
  21. hameñ is tarah hī honā thā ābādhamāre sāth vīrāne lage haiñ