Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

احمد حسین مائل

Poems

  1. ashk ā.e ġham-e-shah se jo chashm-e-tar meñdil jalne lagā taṛap taṛap kar bar meñ
  2. afzūñ jo shabāb dam badam hotā haighaṭṭī hai umr kyā sitam hotā hai
  3. iqrār nagar ko gadā.ī kā haida.avā iflās-o-be navā.ī kā hai
  4. allāh matā-e-zindagānī mil jā.ephir ahd-e-shabāb kī nishānī mil jā.e
  5. paidal na mujhe roz-e-shumār un se demurakkab pe liye gunah kā bār āne de
  6. pīrī meñ shabāb kī nishānī na milīafsos matā-e-zindagānī na milī
  7. sābit hai tan meñ bādshāhī dil kīpar kī tirī naḳhvat ne tabāhī dil kī
  8. kuchh lutf-e-suḳhan vaqt mulāqāt nahīñlab par ta.arīf dil pe gar hāt nahīñ
  9. kahte haiñ ke raunaq-e-jamālī hūñ maiñshohra hai ke jalva-e-jalālī hūñ maiñ
  10. maiñ apne kafan kā sīne vālā niklāhar sāns meñ mar ke jīne vālā niklā
  11. maiñ sar pe gunāhoñ kā liye bār āyāmaiñ hashr meñ pī ke mast-o-sarshār āyā
  12. ham rāh-e-adam se iztirāb āyā haimere liye duniyā meñ azāb āyā hai
  13. hai sū-e-falak nazar tamāshā kyā haiinsāf karo donoñ meñ kaun achchhā hai
  14. hai arsh bhī yak farsh qadam kā teretaqdīr navashta hai hai qalam kā tere
  15. yā rab mire dil meñ hai ujālā terāā.īne kī hai baġhal meñ jalvā terā
  16. ye mujh se na pūchh tū ne kyā kyā dekhāyā rab jo kuchh nazar ne dekhā dekhā