Poet
Aagha Akbarabadi
آغا اکبرآبادیb. 1879
Poems
- آنکھوں پہ وہ زلف آ رہی ہےکالی جادو جگا رہی ہےānkhoñ pe vo zulf ā rahī haikālī jādū jagā rahī hai
- پاؤں پھر ہوویں گے اور دشت مغیلاں ہوگاہاتھ پھر ہوویں گے اور اپنا گریباں ہوگاpā.oñ phir hoveñ ge aur dasht-e-muġhīlāñ hogāhāth phir hoveñ ge aur apnā garebāñ hogā
- ترے جلال سے خورشید کو زوال ہواترے جمال سے مہتاب کو کمال ہواtire jalāl se ḳhurshīd ko zavāl huātire jamāl se mahtāb ko kamāl huā
- جا لڑی یار سے ہماری آنکھدیکھو کر بیٹھی فوجداری آنکھjā laṛī yār se hamārī ānkhdekho kar baiṭhī faujdārī ānkh
- جیتے جی کے آشنا ہیں پھر کسی کا کون ہےنام کے اپنے ہوا کرتے ہیں اپنا کون ہےjīte jī ke āshnā haiñ phir kisī kā kaun hainām ke apne huā karte haiñ apnā kaun hai
- چاہت غمزے جتا رہی ہےوحشت صحرا دکھا رہی ہےchāhat ġhamze jatā rahī haivahshat sahrā dikhā rahī hai
- خود مزے دار طبیعت ہے تو ساماں کیسازخم دل آپ ہیں شورش پہ نمکداں کیساḳhud maze dār tabī.at hai to sāmāñ kaisāzaḳhm-e-dil āp haiñ shorish pe namakdāñ kaisā
- دل میں ترے اے نگار کیا ہےہوتا نہیں ہمکنار کیا ہےdil meñ tire ai nigār kyā haihotā nahīñ hamkanār kyā hai
- دور ساغر کا چلے ساقی دوبارا ایک اورابر کعبہ سے اٹھا ہے مان کہنا ایک اورdaur-e-sāġhar kā chale sāqī dobārā ek aurabr ka.aba se uṭhā hai mān kahnā ek aur
- سرو قد لالہ رخ و غنچہ دہن یاد آیاپھر بہار آئی مجھے لطف چمن یاد آیاsarv qad lāla ruḳh-o-ġhuncha dahan yād āyāphir bahār ā.ī mujhe lutf-e-chaman yād āyā
- سکۂ داغ جنوں ملتے جو دولت مانگتاتنگ کرتی مفلسی گر میں فراغت مانگتاsikka-e-dāġh-e-junūñ milte jo daulat māñgtātang kartī muflisī gar maiñ farāġhat māñgtā
- کیا بنائے صانع قدرت نے پیارے ہاتھ پاؤںنور کے سانچے میں ڈھالے ہیں تمہارے ہاتھ پاؤںkyā banā.e sāne-e-qudrat ne pyāre hāth pā.oñnūr ke sānche meñ ḍhāle haiñ tumhāre hāth pā.oñ
- مداح ہوں میں دل سے محمد کی آل کامشتاق ہوں وصیٔ نبی کے جمال کاmaddāh hūñ maiñ dil se mohammad kī āl kāmushtāq hūñ vassī-e-nabī ke jamāl kā
- مدت کے بعد اس نے لکھا میرے نام خطمیری شکایتوں سے بھرا ہے تمام خطmuddat ke ba.ad us ne likhā mere nām ḳhatmerī shikāyatoñ se bharā hai tamām ḳhat
- مزا ہے امتحاں کا آزما لے جس کا جی چاہےنمک زخم جگر پر اور ڈالے جس کا جی چاہےmazā hai imtihāñ kā āzmā le jis kā jī chāhenamak zaḳhm-e-jigar par aur ḍāle jis kā jī chāhe
- ملتے ہیں ہاتھ، ہاتھ لگیں گے انار کبجوبن کا ان کے دیکھیے ہوگا ابھار کبmilte haiñ hāth, hāth lageñge anār kabjoban kā un ke dekhiye hogā ubhār kab
- نگاہوں میں اقرار سارے ہوئے ہیںہم ان کے ہوئے وہ ہمارے ہوئے ہیںnigāhoñ meñ iqrār sāre hue haiñham un ke hue vo hamāre hue haiñ
- نماز کیسی کہاں کا روزہ ابھی میں شغل شراب میں ہوںخدا کی یاد آئے کس طرح سے بتوں کے قہر و عتاب میں ہوںnamāz kaisī kahāñ kā roza abhī maiñ shaġhl-e-sharāb meñ hūñḳhudā kī yād ā.e kis tarah se butoñ ke qahr-o-itāb meñ hūñ
- نہیں ممکن کہ ترے حکم سے باہر میں ہوںاے صنم تابع فرمان مقدر میں ہوںnahīñ mumkin ke tire hukm se bāhar meñ hūñai sanam tābe-e-farmān muqaddar meñ hūñ
- وہ کہتے ہیں اٹھو سحر ہو گئیازاں ہو گئی توپ سر ہو گئیvo kahte haiñ uṭho sahar ho ga.īazāñ ho ga.ī top sar ho ga.ī
- ہزار جان سے صاحب نثار ہم بھی ہیںتمہاری تیر نگہ کے شکار ہم بھی ہیںhazār jān se sāhab nisār ham bhī haiñtumhārī tīr-e-nigah ke shikār ham bhī haiñ
- ہمارے سامنے کچھ ذکر غیروں کا اگر ہوگابشر ہیں ہم بھی صاحب دیکھیے ناحق کا شر ہوگاhamāre sāmne kuchh zikr ġhairoñ kā agar hogābashar haiñ ham bhī sāhab dekhiye nāhaq kā shar hogā