Poet
Zafar Mahmood zafar
b. 1964
Poems
- اپنے زخموں کو دھو رہا ہے کوئیخون ہی خون ہو رہا ہے کوئیapne zaḳhmoñ ko dho rahā hai koīḳhūn hī ḳhūn ho rahā hai koī
- پاس رہ کر بھی بہت دور ہیں ہم بھی تم بھیکس قدر بے بس و مجبور ہیں ہم بھی تم بھیpās rah kar bhī bahut dūr haiñ ham bhī tum bhīkis qadar be bas-o-majbūr haiñ ham bhī tum bhī
- جب تلک در پیش کوئی حادثہ ہوتا نہیںزندگی کیا ہے ہمیں اس کا پتہ ہوتا نہیںjab talak dar pesh koī hādisa hotā nahīñzindagī kyā hai hameñ us kā pata hotā nahīñ
- چڑھا ہوا ہے جو سورج وہ ڈھل بھی سکتا ہےہوائے وقت کا رخ تو بدل بھی سکتا ہےchaṛhā huā hai jo sūraj vo ḍhal bhī saktā haihavā-e-vaqt kā ruḳh to badal bhī saktā hai
- خزاں کے دوش پہ رکھتا ہے وہ بہار کا رنگعجب ہے اس کی نگاہوں میں انتظار کا رنگḳhizāñ ke dosh pe rakhtā hai vo bahār kā rangajab hai us kī nigāhoñ meñ intizār kā rang
- زندگی کو اک کہانی دے گیاہم سفر اپنی نشانی دے گیاzindagī ko ik kahānī de gayāham safar apnī nishānī de gayā
- زہر اک دوجے کے اندر بو رہا ہے آج کلکس قدر زہریلا انساں ہو رہا ہے آج کلzahr ik dūje ke andar bū rahā hai āj kalkis qadar zahrīlā insāñ ho rahā hai āj kal
- سمٹا سا اک قطرہ ہوںپھیل گیا تو دریا ہوںsimṭā sā ik qatra hūñphail gayā to dariyā hūñ
- غم سے گر آشنا نہیں ہوتاآدمی کام کا نہیں ہوتاġham se gar āshnā nahīñ hotāādmī kām kā nahīñ hotā
- کہتا ہے دیوانہ کیاسچ کیا ہے افسانہ کیاkahtā hai dīvāna kyāsach kyā hai afsāna kyā
- لہو بہ رنگ دگر حسن لالہ زار میں ہےیہ دکھ خزاں میں کہاں تھا جو اب بہار میں ہےlahū ba rang-e-digar husn lāla zār meñ haiye dukh ḳhizāñ meñ kahāñ thā jo ab bahār meñ hai
- نام جس شے کا زندگانی ہےکچھ حقیقت ہے کچھ کہانی ہےnām jis shai kā zindagānī haikuchh haqīqat hai kuchh kahānī hai