Poet
یوسف ظفر
Poems
- اے بے خبری جی کا یہ کیا حال ہے کل سےرونے میں مزا ہے نہ بہلتا ہے غزل سےai be ḳhabarī jī kā ye kyā hāl hai kal serone meñ mazā hai na bahaltā hai ġhazal se
- بے طلب ایک قدم گھر سے نہ باہر جاؤںورنہ میں پھاند کے ہی سات سمندر جاؤںbe talab ek qadam ghar se na bāhar jā.ūñvarna maiñ phānd ke hī sāt samundar jā.ūñ
- پانی کو آگ کہہ کے مکر جانا چاہئےپلکوں پہ اشک بن کے ٹھہر جانا چاہئےpānī ko āg kah ke makar jānā chāhiyepalkoñ pe ashk ban ke ṭhahar jānā chāhiye
- پکارتا ہوں کہ تم حاصل تمنا ہواگرچہ میری صدا بھی صدا بہ صحرا ہوpukārtā hūñ ke tum hāsil-e-tamannā hoagarche merī sadā bhī sadā ba sahrā ho
- تعمیر زندگی کو نمایاں کیا گیاتخریب کائنات کا ساماں کیا گیاta.amīr zindagī ko numāyāñ kiyā gayātaḳhrīb kā.ināt kā sāmāñ kiyā gayā
- جس کا بدن ہے خوشبو جیسا جس کی چال صبا سی ہےاس کو دھیان میں لاؤں کیسے وہ سپنوں کا باسی ہےjis kā badan hai ḳhushbū jaisā jis kī chāl sabā sī haius ko dhyān meñ lā.ūñ kaise vo sapnoñ kā bāsī hai
- جو حروف لکھ گیا تھا مری آرزو کا بچپنانہیں دھو سکے نہ دل سے مری زندگی کے ساونjo hurūf likh gayā thā mirī ārzū kā bachpanunheñ dho sake na dil se mirī zindagī ke sāvan
- شہر لگتا ہے بیابان مجھےکہیں ملتا نہیں انسان مجھےshahr lagtā hai bayābān mujhekahīñ miltā nahīñ insān mujhe
- کیا ڈھونڈنے آئے ہو نظر میںدیکھا ہے تمہیں کو عمر بھر میںkyā ḍhūñḍne ā.e ho nazar meñdekhā hai tumheñ ko umr bhar meñ
- میں لپٹتا رہا ہوں خاروں سےتم نے پوچھا نہیں بہاروں سےmaiñ lipaṭṭā rahā hūñ ḳhāroñ setum ne pūchhā nahīñ bahāroñ se
- میں ہوں تیرے لیے بے نام و نشاں آوارہزندگی میرے لیے تو ہے کہاں آوارہmaiñ hūñ tere liye be nām-o-nishāñ āvārazindagī mere liye to hai kahāñ āvāra
- وہ میری جان ہے دل سے کبھی جدا نہ ہواکہ اس کا غم ہی مری زیست کا بہا نہ ہواvo merī jān hai dil se kabhī judā na huāke us kā ġham hī mirī zīst kā bahā na huā
- ہم گرچہ دل و جان سے بیزار ہوئے ہیںخوش ہیں کہ ترے غم کے سزا وار ہوئے ہیںham garche dil-o-jān se bezār hue haiñḳhush haiñ ke tire ġham ke sazā vār hue haiñ
- ہے گلو گیر بہت رات کی پہنائی بھیتیرا غم بھی ہے مجھے اور غم تنہائی بھیhai galo gīr bahut rāt kī pahnā.ī bhīterā ġham bhī hai mujhe aur ġham-e-tanhā.ī bhī
- یارو ہر غم غم یاراں ہے قریب آ جاؤپیارو پھر فصل بہاراں ہے قریب آ جاؤyāro har ġham ġham yārāñ hai qarīb ā jā.opyāro phir fasl-e-bahārāñ hai qarīb ā jā.o
- خبر
- شکایت
- سوالی
- رنگ گفتگو
- انار کلی
- وادی نیل
- قدر و قیمت
- مینار سکوت