Poet
Yasmeen Moomal
b. 1985
Poems
- آ رہے ہیں راستے پر آ رہے ہیںوہ جنہیں برسوں سے ہم سمجھا رہے ہیںā rahe haiñ rāste par ā rahe haiñvo jinheñ barsoñ se ham samjhā rahe haiñ
- اس ادا سے ہاتھ اپنے مل رہی ہے زندگیخوف کی پرچھائیوں میں پل رہی ہے زندگیis adā se hāth apne mil rahī hai zindagīḳhauf kī parchhā.iyoñ meñ pal rahī hai zindagī
- اس کے بھی دل میں شاید ڈر رہتا ہےجس ظالم کے ہاتھ میں خنجر رہتا ہےus ke bhī dil meñ shāyad ḍar rahtā haijis zālim ke hāth meñ ḳhanjar rahtā hai
- بتاؤں کیسے تمہیں کیسی یار گزری ہےتمہاری بات مجھے ناگوار گزری ہےbatā.ūñ kaise tumheñ kaisī yār guzrī haitumhārī bāt mujhe nāgavār guzrī hai
- پھر سے ممکن ہو تو رشتوں کو سنوارا جائےعشق کو دل سے کبھی یوں نہ اتارا جائےphir se mumkin ho to rishtoñ ko sañvārā jā.eishq ko dil se kabhī yūñ na utārā jā.e
- جو چہرے چمکتے تھے وہ مرجھائے ہوئے ہیںلگتا ہے بہاروں کے یہ ٹھکرائے ہوئے ہیںjo chehre chamakte the vo murjhā.e hue haiñlagtā hai bahāroñ ke ye ṭhukrā.e hue haiñ
- زیست کے اندھیرے میں روشنی نہیں آتییاد آج کل مجھ کو آپ کی نہیں آتیzīst ke andhere meñ raushnī nahīñ ātīyād āj kal mujh ko āp kī nahīñ ātī
- کیا علاج غم کا بھی اس کو ہنر آتا نہیںچارہ گر میری طرف کیوں بھول کر آتا نہیںkyā ilāj-e-ġham kā bhī us ko hunar ātā nahīñchāra gar merī taraf kyūñ bhūl kar ātā nahīñ
- ہزاروں کوششیں کیں آزما کرنہ جی پائی کبھی تم کو بھلا کرhazāroñ koshisheñ kīñ āzmā karna jī pā.ī kabhī tum ko bhulā kar
- یہی دعا ہے یہی آرزو دکھائی دےہٹے یہ خاک مجھے خوب رو دکھائی دےyahī duā hai yahī ārzū dikhā.ī dehaṭe ye ḳhāk mujhe ḳhūb rū dikhā.ī de