Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Yasir Iqbal

b. 1983

Poems

Meter
  1. ārā.ish chand pal rahī thīposhāk-e-yād gul rahī thī
  2. istiqbāl nūr kyā rang barang salīqoñ seham ne barkhā devī ko dekhā sāt tarīqoñ se
  3. pānī kī dariyā pardāz ibārat bhī maj.hūl ga.īsotoñ vālī bel phūṭne jhaṛne meñ mashġhūl ga.ī
  4. pā.oñ kisī shor meñ na shar meñ khulena.ara-e-zanjīr kī zabar meñ khule
  5. tum ṭahniyoñ kī phuljhaṛiyoñ se jashn-e-shāh balūt manānāshahzāde ke shagūfe ko ik shāḳhcha-e-mazbūt batānā
  6. rukā sā thā koī manzar magar ṭhahrā nahīñ thālaraztī yād kā ānsū thā aur bahtā nahīñ thā
  7. shām kī shāḳh shikasta barqarār-e-naġhma hairang sīnchā yā kisī ne sar bikherā chār sū
  8. ġhazab haiñ pīṭṭe jhallāte peṛoñ meñ jo ye lahrātī gātī ṭahniyāñ haiñsarāsar ye janāb jhunḍ kī tinkā sarā.ī hai ham achchhī ṭahniyāñ haiñ
  9. mustaqbil kī ānkh pahan ke durust andāza roe thebāsī shahr pe rone vāle bilkul tāza roe the
  10. vahshat kī mārī ānkhoñ ne dil ke shahr ko purḳhūñ dekhāshīsha-e-ḳhvāb se yūñ pathrā.eñ ke der talak phir gardūñ dekhā