Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Yasir Guman

b. 2001

Poems

Meter
  1. is liye lagtā hai mujh ko ḍar dar-o-dīvār semujh pe hañstā hai koī shab bhar dar-o-dīvār se
  2. badan ke dasht meñ kuchh dard ke āhū nikalte haiñmirī ġhazloñ meñ is ḳhātir na.e pahlū nikalte haiñ
  3. ḳhvāb kī kokh meñ palte hue ro paṛte haiñnīnd meñ pahlū badalte hue ro paṛte haiñ
  4. dil ke ḳhāne meñ paṛī haiñ terī yādeñ tah ba tahvaqt kī banjar zamīñ par haiñ ye qabreñ tah ba tah
  5. mohabbat ke jazīroñ meñ darāṛeñ ā ga.ī haiñzamīn-e-dil kī rāhoñ meñ darāṛeñ ā ga.ī haiñ
  6. mirā kaleja mire muñh ko ā na jā.e kahīñtumhāre jāne kā ehsās khā na jā.e kahīñ
  7. merā hissa thā mire dil kā makīñ thā pahleye jo ik zaḳhm hai ye zaḳhm nahīñ thā pahle
  8. ye zamīñ ḳhāmosh hai ye āsmāñ ḳhāmosh haiik tirī āvāz sunne ko jahāñ ḳhāmosh hai
  9. yahī gumān ghūmtā hai ḳhema-e-ḳhayāl meñnigāh ġharq ho ga.ī hai kis ke ḳhad-o-ḳhāl meñ
  10. shāyarī kyā hai suḳhan sāz kise kahte haishāyarī nīnd nahīñ aur koī ḳhvāb nahīñ