Poet
Yas Chandpuri
b. 1930
Poems
- آپ ہیں کیا ملک صفت آپ ہیں کیا پتا نہیںہم تو گناہ گار ہیں ہم کوئی پارسا نہیںāp haiñ kyā mulk sifat āp haiñ kyā patā nahīñham to gunāh gār haiñ ham koī pārsā nahīñ
- اک بھلا کام کوئی کر کے دکھاؤ تو سہیکوئی گرتی ہوئی دیوار اٹھاؤ تو سہیik bhalā kām koī kar ke dikhā.o to sahīkoī girtī huī dīvār uṭhā.o to sahī
- پر خطر راہ اگر ہو تو سفر مت کیجےزندگی زیر و زبر ہو تو سفر مت کیجےpur ḳhatar rāh agar ho to safar mat kījezindagī zer-o-zabar ho to safar mat kīje
- جب تیرے سوا کوئی مرے کام نہ آئےکیوں لب پہ محبت سے ترا نام نہ آئےjab tere sivā koī mire kām na ā.ekyūñ lab pe mohabbat se tirā nām na ā.e
- خلوص پیار کا اب کوئی سلسلہ بھی نہیںدلوں کے بیچ وہ پہلا سا رابطہ بھی نہیںḳhulūs pyār kā ab koī silsila bhī nahīñdiloñ ke bīch vo pahlā sā rābta bhī nahīñ
- خود کو اعلیٰ صفات لکھ دیتےکچھ تو وہ دل کی بات لکھ دیتےḳhud ko a.alā sifāt likh detekuchh to vo dil kī bāt likh dete
- دلوں میں مدحت رحمان ہم بھی رکھتے ہیںوقار عظمت قرآن ہم بھی رکھتے ہیںdiloñ meñ mid.hat rahmān ham bhī rakhte haiñvaqār-e-azmat qurān ham bhī rakhte haiñ
- دنیا کی لذتوں سے مفر کر رہا ہوں میںبس سادگی سے عمر بسر کر رہا ہوں میںduniyā kī lazzatoñ se mafar kar rahā hūñ maiñbas sādgī se umr basar kar rahā hūñ maiñ
- رہزن رہبر ہو جاتے ہیںکم تر برتر ہو جاتے ہیںrahzan rahbar ho jāte haiñkam tar bartar ho jāte haiñ
- سب کے ہاتھوں میں آج پتھر ہےاور نشانے پہ بس مرا سر ہےsab ke hāthoñ meñ āj patthar haiaur nishāne pe bas mirā sar hai
- کسی پہ قہر کسی پہ عتاب ہو کے رہاکسی پہ لطف ترا بے حساب ہو کے رہاkisī pe qahr kisī pe itāb ho ke rahākisī pe lutf tirā be hisāb ho ke rahā
- مری نگاہ میں سود و زیاں نہیں کچھ بھیوہاں ملے گا اگرچہ یہاں نہیں کچھ بھیmirī nigāh meñ sūd-o-ziyāñ nahīñ kuchh bhīvahāñ milegā agarche yahāñ nahīñ kuchh bhī
- ہائے کیسا یہ زمانے کا اثر لگتا ہےجس کو دیکھو وہی افسردہ بشر لگتا ہےhā.e kaisā ye zamāne kā asar lagtā haijis ko dekho vahī afsurda bashar lagtā hai
- ہم نے کبھی سوچا ہی نہیں تھا ایسا عمل اغیار کریں گےجینا بھی دشوار کریں گے مرنا بھی دشوار کریں گےham ne kabhī sochā hī nahīñ thā aisā amal aġhyār kareñgejīnā bhī dushvār kareñge marnā bhī dushvār kareñge
- یقیناً کوئی گہرا رابطہ ہےوہ جو مڑ مڑ کے مجھ کو دیکھتا ہےyaqīnan koī gahrā rābta haivo jo muṛ muṛ ke mujh ko dekhtā hai