Poet
Yaqoob Saqi
Poems
- آساں نہیں ہے سیل جوانی کو روکناممکن کہاں ڈھلان پہ پانی کو روکناāsāñ nahīñ hai sail-e-javānī ko roknāmumkin kahāñ ḍhalān pe pānī ko roknā
- برا کیا کر نہیں سکتے ہیں لیکن ہم نہیں کرتےخطا کیا کر نہیں سکتے ہیں لیکن ہم نہیں کرتےburā kyā kar nahīñ sakte haiñ lekin ham nahīñ karteḳhatā kyā kar nahīñ sakte haiñ lekin ham nahīñ karte
- دنیا سب آرام کرے ہےقسمت اپنا کام کرے ہےduniyā sab ārām kare haiqismat apnā kām kare hai
- فضا میں شور تلاطم ہو رنگ و بو بھی ہوزمین شہر ستم گر لہو لہو بھی ہوfazā meñ shor-e-talātum ho rang-o-bū bhī hozamīn-e-shahr-e-sitam gar lahū lahū bhī ho
- کسی سے بھیک میں زاد سفر نہیں لیتامیں چیخ چیخ کے داد ہنر نہیں لیتاkisī se bhīk meñ zād-e-safar nahīñ letāmaiñ chīḳh chīḳh ke dād-e-hunar nahīñ letā
- کوئی موسم ہو نظر سود و زیاں جانتی ہےبات جو دل میں ہے بیٹی کے وہ ماں جانتی ہےkoī mausam ho nazar sūd-o-ziyāñ jāntī haibāt jo dil meñ hai beṭī ke vo māñ jāntī hai
- ملا ہے وہ مجھے دل کی بدولتیہ آسانی ہے مشکل کی بدولتmilā hai vo mujhe dil kī badaulatye āsānī hai mushkil kī badaulat
- منہ چھپائے ہوئے بھٹکے گی ہوا میرے بعدساز ہو جائے گی صحرا کی صدا میرے بعدmuñh chhupā.e hue bhaṭkegī huā mere ba.adsāz ho jā.egī sahrā kī sadā mere ba.ad
- میری فکریں ہری بھری کرنااس دسمبر کو جنوری کرناmerī fikreñ harī bharī karnāis disambar ko janvarī karnā
- یا رب کبھی قبول مری یہ دعا بھی ہوتو نے بدن دیا ہے بدن پر قبا بھی ہوyā rab kabhī qubūl mirī ye duā bhī hotū ne badan diyā hai badan par qabā bhī ho