Poet
Varun Anand
b. 1985
Poems
- اپنا کردار بچانے میں لہو لگتا ہےزندگی تیرے فسانے میں لہو لگتا ہےapnā kirdār bachāne meñ lahū lagtā haizindagī tere fasāne meñ lahū lagtā hai
- اسی لئے تو مسافر تو سوگوار نہیںکہ تو نے قافلے دیکھیں ہیں پر غبار نہیںisī liye to musāfir to sogvār nahīñke tū ne qāfile dekheñ haiñ par ġhubār nahīñ
- تمہیں کس نے کہا ہے ہم بری تقدیر والے ہیںوہ جن کو خود سے مطلب ہے سیاسی کام دیکھیں وہtumheñ kis ne kahā hai ham burī taqdīr vāle haiñvo jin ko ḳhud se matlab hai siyāsī kām dekheñ vo
- تیری نگاہ ناز سے چھوٹے ہوئے درختمر جائیں کیا کریں بتا سوکھے ہوئے درختterī nigāh-e-nāz se chhoṭe hue daraḳhtmar jā.eñ kyā kareñ batā sūkhe hue daraḳht
- تیرے پیچھے ہوگی دنیا پاگل بنکیا بولا میں نے کچھ سمجھا پاگل بنtere pīchhe hogī duniyā pāgal bankyā bolā maiñ ne kuchh samjhā pāgal ban
- چاند ستارے پھول پرندے شام سویرا ایک طرفساری دنیا اس کا چربہ اس کا چہرا ایک طرفchānd sitāre phūl parinde shām saverā ek tarafsārī duniyā us kā charba us kā chehrā ek taraf
- خود اپنے خون میں پہلے نہایا جاتا ہےوقار خود نہیں بنتا بنایا جاتا ہےḳhud apne ḳhūn meñ pahle nahāyā jātā haivaqār ḳhud nahīñ bantā banāyā jātā hai
- دنیا میں جو میٹھے دریا ہوتے ہیںوہ سب اس کے جوٹھے دریا ہوتے ہیںduniyā meñ jo mīṭhe dariyā hote haiñvo sab us ke joṭhe dariyā hote haiñ
- دیکھو میرے جیسی حالت ہوتی ہےسچ کہنے کی جن کو عادت ہوتی ہےdekho mere jaisī hālat hotī haisach kahne kī jin ko ādat hotī hai
- کاش کہ میں بھی ہوتا پتھرگر تھا ان کو پیارا پتھرkāsh ke maiñ bhī hotā patthargar thā un ko pyārā patthar
- کوئی مثال نہیں ہے تری مثال کے بعدمیں بے خیال ہوا ہوں ترے خیال کے بعدkoī misāl nahīñ hai tirī misāl ke ba.admaiñ be ḳhayāl huā hūñ tire ḳhayāl ke ba.ad
- کہیں نہ ایسا ہو اپنا وقار کھا جائےخزاں سے پھول بچائیں بہار کھا جائےkahīñ na aisā ho apnā vaqār khā jā.eḳhizāñ se phūl bachā.eñ bahār khā jā.e
- مرہم کے نہیں ہیں یہ طرف دار نمک کےنکلے ہیں مرے زخم طلب گار نمک کےmarham ke nahīñ haiñ ye taraf dār namak kenikle haiñ mire zaḳhm talab gār namak ke
- یوں اپنی پیاس کی خود ہی کہانی لکھ رہے تھے ہمسلگتی ریت پہ انگلی سے پانی لکھ رہے تھے ہمyūñ apnī pyās kī ḳhud hī kahānī likh rahe the hamsulagtī ret pe unglī se pānī likh rahe the ham
- یہ شوخیاں یہ جوانی کہاں سے لائیں ہمتمہارے حسن کا ثانی کہاں سے لائیں ہمye shoḳhiyāñ ye javānī kahāñ se lā.eñ hamtumhāre husn kā sānī kahāñ se lā.eñ ham