Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Usha Bhadoriya

b. 1954

Poems

Meter
  1. āsmāñ se sahīfe utarte raheraushnī se magar log ḍarte rahe
  2. ā.īna se bāt karnā itnā āsāñ bhī nahīñaks kī tah se ubharnā itnā āsāñ bhī nahīñ
  3. ik ta.alluq sā kisī nām se jab hotā haibe sabab bhī koī jīne kā sabab hotā hai
  4. aksar tanhā.ī se mil kar roe haiñham ne apne ashk āg se dhoe haiñ
  5. aksar mirī zamīñ ne mire imtihāñ liyezinda hūñ apne sar pe ka.ī āsmāñ liye
  6. andherī shab meñ charāġh-e-rah-e-vafā denāta.alluqāt ko nazdīk se sadā denā
  7. ek āshnā aksar pās se guzartā haimujh pe merī sachchā.ī āshkār kartā hai
  8. rūh meñ jab bhī mahaktī hai sadā-e-ehsāslafz tā lafz ṭapaktī hai sadā-e-ehsās
  9. kuchh to mohabbatoñ kī vafā.eñ nibhā.ūñ maiñshādāb bārishoñ kī havā.eñ nibhā.ūñ maiñ
  10. kahīñ duā to kahīñ harf-e-iltijā ṭhahrīmaiñ apne āp meñ ḍūbī to be sadā ṭhahrī
  11. vo ānkh de qarīb kā sāya dikhā.ī deāvāz raushnī kī kahīñ to sunā.ī de
  12. ham kabhī ḳhud se koī bāt nahīñ kar pātezindagī tujh se mulāqāt nahīñ kar pāte