Poet
Urooj Zaidi Badayuni
1912–1987
Poems
- اشک پر گداز دل حاشیہ چڑھاتا ہےاک ذرا سے قصہ کو داستاں بناتا ہےashk par gudāz dil hāshiya chaṛhātā haiik zarā se qissa ko dāstāñ banātā hai
- اضطراب خود نمائی و حیا میں فرق ہےہم سمجھتے ہیں جو ان کی ہر ادا میں فرق ہےiztirāb-e-ḳhud numā.ī-o-hayā meñ farq haiham samajhte haiñ jo un kī har adā meñ farq hai
- ان کے اس کفر بیاں سے کتنے افسانے بنے ہیںآپ دیوانے نہیں ہیں آپ دیوانے بنے ہیںun ke is kufr-e-bayāñ se kitne afsāne bane haiñāp dīvāne nahīñ haiñ āp dīvāne bane haiñ
- اہتمام رنگ و بو سے گلستاں پیدا کریںآؤ مل جل کر بہار بے خزاں پیدا کریںehtimām-e-rang-o-bū se gulsitāñ paidā kareñā.o mil jal kar bahār-e-be ḳhizāñ paidā kareñ
- بند ہیں دل کے دریچے روشنی معدوم ہےاب جو اپنا حشر ہونا ہے ہمیں معلوم ہےband haiñ dil ke darīche raushnī ma.adūm haiab jo apnā hashr honā hai hameñ ma.alūm hai
- بے نیازی کی اک شان بن جائیےمجھ سے دانستہ انجان بن جائیےbe niyāzī kī ik shān ban jā.iyemujh se dānista anjān ban jā.iye
- پائے طلب کی منزل اب تک وہی گلی ہےآغاز بھی یہی تھا انجام بھی یہی ہےpā.e talab kī manzil ab tak vahī galī haiāġhāz bhī yahī thā anjām bhī yahī hai
- تکلیف التفات گریزاں کبھی کبھییوں بھی ہوئی ہے پرسش پنہاں کبھی کبھیtaklīf-e-iltifāt gurezāñ kabhī kabhīyūñ bhī huī hai pursish-e-pinhāñ kabhī kabhī
- تلخئ غم مرے احساس کا سرمایا ہےحسن سے میں نے یہ انعام وفا پایا ہےtalḳhī-e-ġham mire ehsās kā sarmāyā haihusn se maiñ ne ye inām-e-vafā pāyā hai
- چاند تاروں کا ترے روبرو سجدہ کرناخواب دیکھا ہے تو کیا خواب کا چرچا کرناchānd tāroñ kā tire rūbarū sajda karnāḳhvāb dekhā hai to kyā ḳhvāb kā charchā karnā
- خواب کا عکس کہاں خواب کی تعبیر میں ہےمجھ کو معلوم ہے جو کچھ مری تقدیر میں ہےḳhvāb kā aks kahāñ ḳhvāb kī ta.abīr meñ haimujh ko ma.alūm hai jo kuchh mirī taqdīr meñ hai
- دل نے ٹھوکر کھا کے سمجھا حادثا کیا چیز ہےغم کسے کہتے ہیں درد لا دوا کیا چیز ہےdil ne ṭhokar khā ke samjhā hādsā kyā chīz haiġham kise kahte haiñ dard-e-lā davā kyā chīz hai
- رفتہ رفتہ دل بے تاب ٹھہر جائے گارفتہ رفتہ تری نظروں کا اثر جائے گاrafta rafta dil-e-be tāb ṭhahar jā.egārafta rafta tirī nazroñ kā asar jā.egā
- عشق کے ہاتھوں میں پرچم کے سوا کچھ بھی نہیںاس کا عالم تیرے عالم کے سوا کچھ بھی نہیںishq ke hāthoñ meñ parcham ke sivā kuchh bhī nahīñus kā ālam tere ālam ke sivā kuchh bhī nahīñ
- فکر بیش و کم نہیں ان کی رضا کے سامنےیہ مجھے تسلیم ہے ارض و سما کے سامنےfikr besh-o-kam nahīñ un kī razā ke sāmneye mujhe taslīm hai arz-o-samā ke sāmne
- کاش اس بت کو بھی ہم وقف تمنا دیکھیںبرف کی سل سے نکلتا ہوا شعلہ دیکھیںkāsh us but ko bhī ham vaqf tamannā dekheñbarf kī sil se nikaltā huā shola dekheñ
- گو دور ہو چکا ہوں یاران انجمن سےلیکن مفر نہیں ہے احساس کی چبھن سےgo dūr ho chukā hūñ yārān-e-anjuman selekin mafar nahīñ hai ehsās kī chubhan se
- مجھ کو مجبور سرکشی کہیےآپ اندھیرے کو روشنی کہیےmujh ko majbūr sarkashī kahiyeāp andhere ko raushnī kahiye
- مسکرائیں مسکرائیں مسکرائیں میرے ساتھآپ دنیا کو یہ آئینہ دکھائیں میرے ساتھmuskurā.eñ muskurā.eñ muskurā.eñ mere sāthāp duniyā ko ye ā.īna dikhā.eñ mere sāth
- ہر قدم پر مجھے لغزش کا گماں ہوتا ہےچشم ساقی کی نوازش کا گماں ہوتا ہےhar qadam par mujhe laġhzish kā gumāñ hotā haichashm-e-sāqī kī navāzish kā gumāñ hotā hai
- یہ مری ایجاد اظہار تمنا دیکھیےشبنمی آنکھوں کا در پردہ تقاضا دیکھیےye mirī ījād-e-iz.hār-e-tamannā dekhiyeshabnamī ānkhoñ kā dar parda taqāzā dekhiye
- اس دلبری کی شان کے قربان جائیےاب دل دہی کو آئے ہیں جب دل نہیں رہاis dilbarī kī shān ke qurbān jā.iyeab dil dahī ko ā.e haiñ jab dil nahīñ rahā
- قدم قدم پہ میں سنبھلا ہوں ٹھوکریں کھا کریہ ٹھوکروں نے بتایا غلط روی کیا ہےqadam qadam pe maiñ sambhalā hūñ ṭhokareñ khā karye ṭhokaroñ ne batāyā ġhalat ravī kiyā hai
- گیا قریب جو پروانہ رہ گیا جل کرجمال خاص حدوں تک جمال ہوتا ہےgayā qarīb jo parvāna rah gayā jal karjamāl-e-ḳhās hadoñ tak jamāl hotā hai