Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Umr Daraz Hashir

b. 1990

Poems

Meter
  1. adh bujhī sigriṭeñ paṛī huī haiñrā.īgāñ koshisheñ paṛī huī haiñ
  2. junūñ ko tārī na kartā to aur kyā kartāfaqīr mastī na kartā to aur kiyā kartā
  3. jhūṭ ko sach ke labāde meñ nahīñ rakhūñgāmaiñ kisī shaḳhs ko dhoke meñ nahīñ rakhūñgā
  4. zamīñ nahīñ thī zamīñ par koī makāñ nahīñ thāmaiñ in dinoñ bhī kahīñ thā jab āsmāñ nahīñ thā
  5. samay kī nā.o se bāhar nikal nahīñ hotāyahāñ bas āj hai aur āj kal nahīñ hotā
  6. ġham hai yā phir ye ġham shanāsī haimere andar bahut udāsī hai
  7. kal bichhaṛte hue zabt kā marhala is qadar talḳh thā kyā batā.ūñ aḳhīmerī ḳhāmoshiyoñ kī chaṭānoñ ke andar thī merī sadā kyā batā.ūñ aḳhī
  8. guzishta ḳhvāb kī ta.abīr meñ lagā huā thāmaiñ us ko chhūne kī tadbīr meñ lagā huā thā
  9. ye jo ik dā.ira banāyā haiāgahī kā sarā banāyā hai
  10. ye kaisā dil hai kaisī dil lagī haitire hote hue bhī kuchh kamī hai