Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Saabir Usmani

b. 1979

Poems

Meter
  1. abr-e-kohsār tirī ās ke māre hue hammar hī jā.eñ na kahīñ pyās ke māre hue ham
  2. behtar se behtaren kī jānib ham ā ga.ejab ḳhud pe hī yaqīn kī jānib ham ā ga.e
  3. bahut rangīn dil kash hai majāzī pyār kī duniyāubharne hī nahīñ detī lab-o-ruḳhsār kī duniyā
  4. tanqīd karo ḳhūb magar dekhte rahnābekār na jā.egā hunar dekhte rahnā
  5. ḳhayāl-o-ḳhvāb meñ duniyā sadā basā.ī ga.īisī liye to haqīqat se āshnā.ī ga.ī
  6. sabhī se dūr bayābāñ meñ rah rahe haiñ hamna sun rahe haiñ kisī kī na kah rahe haiñ ham
  7. kab rihā.ī ke talab gār the ham bhī tum bhījab mohabbat meñ giraftār the ham bhī tum bhī
  8. kisī kī chāh meñ had se guzar ga.e hotetū nām sāre zamāne meñ kar ga.e hote
  9. kyā the andeshe ke har bāt pe roe ham tumishq meñ kitne maqāmāt pe roe ham tum
  10. nikal paṛā hai vo sūraj na.ī tapan le karchalā hai le ke vo barchhī ke phir kiran le kar
  11. ham charāġhoñ ko havā.oñ se ḍarātā kyā haijab ke jīvan meñ siyah shab se ziyāda kyā hai