Poet
Rafi Badayuni
Poems
- اک حسیں پیکر تسلیم و رضا ہو جیسےایک تم دشمن ارباب وفا ہو جیسےik hasīñ paikar-e-taslīm-o-razā ho jaiseek tum dushman-e-arbāb-e-vafā ho jaise
- جب اپنی ذات کو سمجھا تو کوئی ڈر نہ رہاجہاں میں کوئی پرستار اہل زر نہ رہاjab apnī zāt ko samjhā to koī ḍar na rahājahāñ meñ koī parastār-e-ahl-e-zar na rahā
- جذبۂ حق و صداقت کو دبائیں کیسےبات بن جائے مگر بات بنائیں کیسےjazba-e-haq-o-sadāqat ko dabā.eñ kaisebāt ban jā.e magar bāt banā.eñ kaise
- جو غم نصیب ہیں کیوں وہ خوشی سے ملتے ہیںاندھیرے دیکھیے کب روشنی سے ملتے ہیںjo ġham nasīb haiñ kyūñ vo ḳhushī se milte haiñandhere dekhiye kab raushnī se milte haiñ
- حصار حفظ جاں کوئی نہیں ہےہے کشتی بادباں کوئی نہیں ہےhisār-e-hifz-e-jāñ koī nahīñ haihai kashtī bādbāñ koī nahīñ hai
- خفا ہے کوئی کسی سے نہ کوئی بد ظن ہےہر ایک شخص یہاں آپ اپنا دشمن ہےḳhafā hai koī kisī se na koī bad zan haihar ek shaḳhs yahāñ āp apnā dushman hai
- دلوں میں جذبۂ نفرت ہے کیا کیا جائےزباں پہ دعویٔ الفت ہے کیا کیا جائےdiloñ meñ jazba-e-nafrat hai kyā kiyā jā.ezabāñ pe da.avā-e-ulfat hai kyā kiyā jā.e
- سلوک دوست سے بیزار کیا ہوا ہوں میںخیال یہ ہے بلندی سے گر گیا ہوں میںsulūk-e-dost se bezār kyā huā hūñ maiñḳhayāl ye hai bulandī se gir gayā hūñ maiñ
- غیر ممکن تو نہیں صاحب عرفاں ہوناشرط ہے سنگ ملامت پہ بھی خنداں ہوناġhair mumkin to nahīñ sāhab-e-irfāñ honāshart hai sang-e-malāmat pe bhī ḳhandāñ honā
- کبھی وہ خود سے بھی برہم دکھائی دیتا ہےکبھی وہ لطف مجسم دکھائی دیتا ہےkabhī vo ḳhud se bhī bar.ham dikhā.ī detā haikabhī vo lutf-e-mujassam dikhā.ī detā hai
- کسی خیال میں کھونے کی جستجو تو کروکسی سے ملنے کی پہلے کچھ آرزو تو کروkisī ḳhayāl meñ khone kī justujū to karokisī se milne kī pahle kuchh ārzū to karo
- نگاہ شوق تجھے کامیاب کس نے کیادل تباہ کو خانہ خراب کس نے کیاnigāh-e-shauq tujhe kāmyāb kis ne kiyādil-e-tabāh ko ḳhāna ḳharāb kis ne kiyā