Poet
Rafat Shameem
Poems
- آنکھ ہر شب کو اندھیروں کی قبا دھوتی ہےخواب کی ریت میں سورج کا شجر بوتی ہےānkh har shab ko andheroñ kī qabā dhotī haiḳhvāb kī ret meñ sūraj kā shajar botī hai
- اب جو اٹھیں گے تو کاندھوں پہ اٹھانا ہوگابستر خاک پہ پھر ہم کو سلانا ہوگاab jo uṭheñge to kāndhoñ pe uṭhānā hogābistar-e-ḳhāk pe phir ham ko sulānā hogā
- اب طبیعت کہاں روانی میںکشتی ٹوٹی ہے ٹھہرے پانی میںab tabī.at kahāñ ravānī meñkashtī ṭūṭī hai ṭhahre pānī meñ
- اپنے کو آغاز کو انجام میں پایا ہم نےراز کیا پردۂ ابہام میں پایا ہم نےapne ko āġhāz ko anjām meñ pāyā ham nerāz kyā parda-e-ib.hām meñ pāyā ham ne
- ایک ایسے مکاں میں ٹھہرے ہیںجس کے باہر انا کے پہرے ہیںek aise makāñ meñ ṭhahre haiñjis ke bāhar anā ke pahre haiñ
- ٹوٹ کر عالم اجزا میں بکھرتے ہی رہےنقش تعمیر جہاں بن کے بگڑتے ہی رہےṭūṭ kar ālam-e-ajzā meñ bikharte hī rahenaqsh-e-ta.amīr jahāñ ban ke bigaṛte hī rahe
- جب خواہش دنیا سے کوئی کام نہیں ہےکیوں پھر دل شوریدہ کو آرام نہیں ہےjab ḳhvāhish-e-duniyā se koī kām nahīñ haikyūñ phir dil-e-shorīda ko ārām nahīñ hai
- خود کو جب سے جان گئے ہمدنیا کو پہچان گئے ہمḳhud ko jab se jān ga.e hamduniyā ko pahchān ga.e ham
- در کسی کا کھلا نہیں لگتاشہر یہ آشنا نہیں لگتاdar kisī kā khulā nahīñ lagtāshahr ye āshnā nahīñ lagtā
- کوئی پہرہ لگا نہیں ہوتامیں ہی پھر بھی رہا نہیں ہوتاkoī pahra lagā nahīñ hotāmaiñ hī phir bhī rahā nahīñ hotā