Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Raeesuddin Raees

b. 1948

Poems

Meter
  1. bajuz matā-e-dil laḳht laḳht kuchh bhī nahīñmirī nigāh meñ tadbīr-o-baḳht kuchh bhī nahīñ
  2. band hai āj bhī tarsīl pe rāh-e-alfāzmaiñ ke mazmūn hūñ phir bhī hūñ tabāh-e-alfāz
  3. tamām shahr meñ hai ām kārobār-e-havaske chehre chehre pe chaspāñ hai ishtihār-e-havas
  4. roz ik ḳhvāb-e-musalsal aur maiñrāt bhar yādoñ kā jangal aur maiñ
  5. safar ye merā ajab imtihān chāhtā haibalā ke habs meñ bhī bādbān chāhtā hai
  6. kis ko ma.alūm thā ik roz ke yūñ honā thāmustaqil zabt kā anjām-e-junūñ honā thā
  7. koī subūt na hogā tumhāre hone kāna āyā fan jo qalam ḳhūn meñ ḍubone kā
  8. varaq varaq tujhe tahrīr kartā rahtā hūñmaiñ zindagī tirī tashhīr kartā rahtā hūñ
  9. havā shuūr to ḳhud āgahī ke par niklefasīl-e-zāt meñ ḳhush fahmiyoñ ke dar nikle
  10. havā namnāk hotī jā rahī haihavelī ḳhāk hotī jā rahī hai