Poet
Raeesuddin Raees
b. 1948
Poems
- بجز متاع دل لخت لخت کچھ بھی نہیںمری نگاہ میں تدبیر و بخت کچھ بھی نہیںbajuz matā-e-dil laḳht laḳht kuchh bhī nahīñmirī nigāh meñ tadbīr-o-baḳht kuchh bhī nahīñ
- بند ہے آج بھی ترسیل پہ راہ الفاظمیں کہ مضمون ہوں پھر بھی ہوں تباہ الفاظband hai āj bhī tarsīl pe rāh-e-alfāzmaiñ ke mazmūn hūñ phir bhī hūñ tabāh-e-alfāz
- تمام شہر میں ہے عام کاروبار ہوسکہ چہرے چہرے پہ چسپاں ہے اشتہار ہوسtamām shahr meñ hai ām kārobār-e-havaske chehre chehre pe chaspāñ hai ishtihār-e-havas
- روز اک خواب مسلسل اور میںرات بھر یادوں کا جنگل اور میںroz ik ḳhvāb-e-musalsal aur maiñrāt bhar yādoñ kā jangal aur maiñ
- سفر یہ میرا عجب امتحان چاہتا ہےبلا کے حبس میں بھی بادبان چاہتا ہےsafar ye merā ajab imtihān chāhtā haibalā ke habs meñ bhī bādbān chāhtā hai
- کس کو معلوم تھا اک روز کہ یوں ہونا تھامستقل ضبط کا انجام جنوں ہونا تھاkis ko ma.alūm thā ik roz ke yūñ honā thāmustaqil zabt kā anjām-e-junūñ honā thā
- کوئی ثبوت نہ ہوگا تمہارے ہونے کانہ آیا فن جو قلم خون میں ڈبونے کاkoī subūt na hogā tumhāre hone kāna āyā fan jo qalam ḳhūn meñ ḍubone kā
- ورق ورق تجھے تحریر کرتا رہتا ہوںمیں زندگی تری تشہیر کرتا رہتا ہوںvaraq varaq tujhe tahrīr kartā rahtā hūñmaiñ zindagī tirī tashhīr kartā rahtā hūñ
- ہوا شعور تو خود آگہی کے پر نکلےفصیل ذات میں خوش فہمیوں کے در نکلےhavā shuūr to ḳhud āgahī ke par niklefasīl-e-zāt meñ ḳhush fahmiyoñ ke dar nikle
- ہوا نمناک ہوتی جا رہی ہےحویلی خاک ہوتی جا رہی ہےhavā namnāk hotī jā rahī haihavelī ḳhāk hotī jā rahī hai