Poet
Raees Rampuri
b. 1930
Poems
- اپنی آنکھیں ہیں اور تمہارے خوابکتنے پر کیف ہیں ہمارے خوابapnī ānkheñ haiñ aur tumhāre ḳhvābkitne pur kaif haiñ hamāre ḳhvāb
- جب سے دل میں ترے بخشے ہوئے غم ٹھہرے ہیںمحرم اور بھی اپنے لئے ہم ٹھہرے ہیںjab se dil meñ tire baḳhshe hue ġham ṭhahre haiñmahram aur bhī apne liye ham ṭhahre haiñ
- جیسے کوئی ربط نہیں ہو جیسے ہوں انجانے لوگکیا سے کیا ہو جاتے ہیں اکثر جانے پہچانے لوگjaise koī rabt nahīñ ho jaise hūñ anjāne logkyā se kyā ho jāte haiñ aksar jāne pahchāne log
- خود اپنی ذلت و خواری نہ کرناکسی کم ظرف سے یاری نہ کرناḳhud apnī zillat-o-ḳhvārī na karnākisī kam zarf se yārī na karnā
- دل میں مرے ارمان بہت ہیںاس گھر میں مہمان بہت ہیںdil meñ mire armān bahut haiñis ghar meñ mehmān bahut haiñ
- طرح طرح کے سوالات کرتے رہتے ہیںاب اپنے آپ سے ہم بات کرتے رہتے ہیںtarah tarah ke savālāt karte rahte haiñab apne āp se ham bāt karte rahte haiñ
- کم میسر ہو جو ہوتی ہے اسی کی قیمتکثرت غم نے بڑھائی ہے خوشی کی قیمتkam muyassar ho jo hotī hai usī kī qīmatkasrat-e-ġham ne baṛhā.ī hai ḳhushī kī qīmat
- کیا کہیں یہ جبر کیسا زندگی کے ساتھ ہےہم کسی کے ساتھ ہیں اور دل کسی کے ساتھ ہےkyā kaheñ ye jabr kaisā zindagī ke sāth haiham kisī ke sāth haiñ aur dil kisī ke sāth hai
- نظر میں سب کی مری بے خودی کا عالم ہےکسے خبر کہ بڑی بے بسی کا عالم ہےnazar meñ sab kī mirī be ḳhudī kā ālam haikise ḳhabar ke baṛī be basī kā ālam hai
- نیاز عشق سے ناز بتاں تک بات جا پہنچیزمیں کا تذکرہ تھا آسماں تک بات جا پہنچیniyāz-e-ishq se nāz-e-butāñ tak bāt jā pahuñchīzamīñ kā tazkira thā āsmāñ tak bāt jā pahuñchī