Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Raees Rampuri

b. 1930

Poems

Meter
  1. apnī ānkheñ haiñ aur tumhāre ḳhvābkitne pur kaif haiñ hamāre ḳhvāb
  2. jab se dil meñ tire baḳhshe hue ġham ṭhahre haiñmahram aur bhī apne liye ham ṭhahre haiñ
  3. jaise koī rabt nahīñ ho jaise hūñ anjāne logkyā se kyā ho jāte haiñ aksar jāne pahchāne log
  4. ḳhud apnī zillat-o-ḳhvārī na karnākisī kam zarf se yārī na karnā
  5. dil meñ mire armān bahut haiñis ghar meñ mehmān bahut haiñ
  6. tarah tarah ke savālāt karte rahte haiñab apne āp se ham bāt karte rahte haiñ
  7. kam muyassar ho jo hotī hai usī kī qīmatkasrat-e-ġham ne baṛhā.ī hai ḳhushī kī qīmat
  8. kyā kaheñ ye jabr kaisā zindagī ke sāth haiham kisī ke sāth haiñ aur dil kisī ke sāth hai
  9. nazar meñ sab kī mirī be ḳhudī kā ālam haikise ḳhabar ke baṛī be basī kā ālam hai
  10. niyāz-e-ishq se nāz-e-butāñ tak bāt jā pahuñchīzamīñ kā tazkira thā āsmāñ tak bāt jā pahuñchī
  11. sab ke liye savāl ye kab hai ke kyā na houn ko to mujh se zid hai ke merā kahā na ho