Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Radhe Shiyam Rastogi Ahqar

رادھے شیام رستوگی احقر

Poems

Meter
  1. āsmāñ par hai dimāġh us kā ḳhud ārā.ī ke sāthmāh ko tolegā shāyad apnī ra.anā.ī ke sāth
  2. āh-o-nāla ne kuchh asar na kiyāhijr kī shām ko sahar na kiyā
  3. ai jān-e-husn afsar-e-ḳhūbāñ tumheñ to homaiñ ik gadā.e ishq hūñ sultāñ tumheñ to ho
  4. tumhārī zulf ke charche pareshāniyoñ meñ rahte haiñmirī dīvāngī ke zikr dīvānoñ meñ rahte haiñ
  5. ḳhush rang hai gul se gul-e-ruḳhsār tumhārāraihāñ se sivā ḳhat hai numūdār tumhārā
  6. dikhāte haiñ adā kuchh bhī to āfat ā hī jātī haisambhal kar lākh chalte haiñ qayāmat ā hī jātī hai
  7. saudā-e-gesū-e-siyah-e-yār ho gayāāzād thā jo dil so giraftār ho gayā
  8. tālib ḳhudā se adl ke ḳhvāhāñ karam ke haiñmazlūm ham butoñ ke jafā-o-sitam ke haiñ
  9. nām se tere jo raushan matla-e-dīvāñ huāhar varaq ḳhurshīd ke mānind nūr afshāñ huā
  10. har zabāñ par hai guftugū terīhai har ik dil meñ ārzū terī