Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Rabia Basri

b. 1980

Poems

  1. tum jo dāman zarā bhigo leteham bhī kuchh der khul ke ro lete
  2. ḳhushī taqsīm kartī hūñ dil āzārī nahīñ ātīmirā maqsad hai ġham ḳhvārī adākārī nahīñ ātī
  3. siyāh shāl pe jo ashk kāṛhtā hogākise ḳhabar thī use mujh se masala hogā
  4. ġham tirā ānkh ke pānī se nikal āyā thādard phir apnī fishānī se nikal āyā thā
  5. kāsnī rang ke ḳhvāboñ se nikal ā.ī hūñmīṭhe pānī ke sarāboñ se nikal ā.ī hūñ
  6. kān lagā ke suntī kyā haikyā dīvār meñ dar rakhā hai
  7. kitnā rokā magar rukā hī nahīñaur muṛ kar to dekhtā hī nahīñ
  8. mohabbat rā.īgānī hai sambhal jāaziyyat kī kahānī hai sambhal jā
  9. na jāne kaun sā manzar sadā.eñ detā haimaiñ pīlī dhūp vo nīlī havā.eñ detā hai
  10. havā ko thām leñ ḳhushbū kā ehtimām kareñsañvar liyā ho to ham chānd se kalām kareñ
  11. suno tum likh ke de do nākahānī meñ kahāñ sach hai
  12. tumhārī jānib duā ke motī ravāna kartedikhā ye sakte
  13. dil ko sānsoñ ne ḳhasta kyādhundle ho ga.e ānkh ke ā.īne
  14. zamīñ thak ga.ī thīhamāre gunāhoñ ke sab bojh ḍhote hue
  15. ham tere sāmne be basī kī hadoñ se nikalte huebas yahī kah sake