Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Raakesh ulfat

b. 1961

Poems

Meter
  1. āḳhir aisī bhī kyā ḳhatā hai mirīkitnī taklīf da sazā hai mirī
  2. asar hotā nahīñ hai pattharoñ parhameñ bhī nāz hai apne saroñ par
  3. uljhā huā bahut hai fasāna hayāt kātum kyā samajh sakoge bayāñ merī zāt kā
  4. baṛī hasīn thī vo rāt kaise nīnd ātītū mujh se dūr thī do hāth kaise nīnd ātī
  5. tujhe hai pyār to yūñ karke chal dikhā mujh kosabhī ke sāmne apne gale lagā mujh ko
  6. tumhāre lab pe merā nām ḳhvāb lagtā haimagar ye lamha baṛā kāmyāb lagtā hai
  7. terā dil bhī mire dil jaisā agar ho jā.ekitnā āsāñ mire jīvan kā safar ho jā.e
  8. jab jab anā ke hāth meñ patvār ā ga.īkashtī ḍubone vālī koī dhār ā ga.ī
  9. jo sāya sā munavvar thā mire sājan kā thoṛā thāmuqaddar yūñ abhī raushan mire āngan kā thoṛā thā
  10. chup hūñ sab jāntā magar hūñ maiñye na samjho ke be ḳhabar hūñ maiñ
  11. charāġh le ke hathelī pe chal sakoge kiyāghanā andherā hai bāhar nikal sakoge kiyā
  12. kah do dil meñ jo bāt bāqī haiye na socho ke rāt bāqī hai
  13. kyūñ mujhe log samajhte kam haiñmere dil meñ to sabhī ke ġham haiñ
  14. mirā faḳhr hayātī āj bhī kirdār hai merāisī nag se muzayyan turra-e-dastār hai merā
  15. maiñ jāntā hūñ ke sāre bure nahīñ hotemagar ye sach hai ke sab ek se nahīñ hote
  16. vaqt jab tai hai to phir ġham kaisāāp zinda haiñ to mātam kaisā
  17. ye bhūl jā.o ke ḍar jā.egī mirī ḳhushbūhar ek samt ko mahkā.egī mirī ḳhushbū