Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Qamar Malal

b. 1992

Poems

Meter
  1. apnoñ ke sāth jab koī hotā hai hādisasīne meñ nok-e-tīr chubhotā hai hādisa
  2. pahuñchā isī bahāne mirā fan kamāl kourdū sikhā rahā thā maiñ ik ḳhush jamāl ko
  3. hisār-e-nik.hat gul meñ sar-e-bahār thā maiñvo din bhī kyā the ke ik apsrā kā yār thā maiñ
  4. dard hai ranj hai kulfat hai alam hai ġham haina ḳhudā sāth na ham rāh sanam hai ġham hai
  5. qamar hāñ maiñ badlī nahīñ rafta raftake ham se khulā vo hasīñ rafta rafta
  6. kartā hūñ bin tire yūñhī aksar guzar basarjaise kisī ġharīb kī be zar guzar basar
  7. na kisī hirs na havas ke liyeham yahāñ ā.e ahl-e-las ke liye
  8. nahīñ hai yūñ ke faqat rāt hī nahīñ kaṭnītire baġhair to ye zindagī nahīñ kaṭnī
  9. vo hasīñ ghaṛī vo sunahrā pal nahīñ bhūltājo batāyā thā tire sāth kal nahīñ bhūltā
  10. himmat kar ke pār utarnā dil chhoṭā mat karnādariyā kā hai kām bipharnā dil chhoṭā mat karnā
  11. yārab mire māzī kā ḳhasāra mujhe mil jā.ekhoī thī mohabbat jo dobāra mujhe mil jā.e