Poet
Ozair Yusuf
b. 1989
Poems
- اپنے ہونے پہ نہ ہونے کا نشاں رکھا ہےصاف ظاہر ہوں مگر خود کو نہاں رکھا ہےapne hone pe na hone kā nishāñ rakhā haisāf zāhir hūñ magar ḳhud ko nihāñ rakhā hai
- اسے لگا تھا کسی اور ہی گلی میں ہواجو حادثہ تھا خبر میں مری گلی میں ہواuse lagā thā kisī aur hī galī meñ huājo hādisa thā ḳhabar meñ mirī galī meñ huā
- اندر بھی تھا خلا سو خلا دیکھتا رہامیں آسماں کی سمت کھڑا دیکھتا رہاandar bhī thā ḳhalā so ḳhalā dekhtā rahāmaiñ āsmāñ kī samt khaṛā dekhtā rahā
- تجھ سے ہو پائے اگر صورت ایجاد میں لااپنی وحشت کو کبھی خانۂ آباد میں لاtujh se ho pā.e agar sūrat-e-ījād meñ lāapnī vahshat ko kabhī ḳhāna-e-ābād meñ lā
- کھینچ کر تو لے گیا ہے جس طرف بنتا نہیںتو یقیناً بات میری ٹھیک سے سمجھا نہیںkhīñch kar to le gayā hai jis taraf bantā nahīñtū yaqīnan bāt merī ṭhīk se samjhā nahīñ
- گزشتہ رات مجھے روح تک رسائی ہوئیبراہ راست کسی دل سے آشنائی ہوئیguzishta rāt mujhe rūh tak rasā.ī huībarāh-e-rāst kisī dil se āshnā.ī huī
- گیا نہیں تھا جہاں سے میں ہو کے آیا تھاترے خیال نے جانے کہاں بلایا تھاgayā nahīñ thā jahāñ se maiñ ho ke āyā thātire ḳhayāl ne jāne kahāñ bulāyā thā
- مری نظر کا شرر اپنا کام کرنے لگابجھا چراغ مرے دیکھنے سے جلنے لگاmirī nazar kā sharar apnā kām karne lagābujhā charāġh mire dekhne se jalne lagā
- مکیں کے ہوتے ہوئے رابطہ مکاں سے ہوامکالمہ جو ہوا بھی تو بے زباں سے ہواmakīñ ke hote hue rābta makāñ se huāmukālama jo huā bhī to be zabāñ se huā
- یہی کافی تھا توجہ کو ہٹانے کے لیےزخم ہوتے تھے مرے پاس دکھانے کے لیےyahī kāfī thā tavajjoh ko haṭāne ke liyezaḳhm hote the mire pās dikhāne ke liye