Poet
Om Awasthi
b. 1996
Poems
- آخر یہ روز روز کی وحشت نکل گئیاک دن ہمارے دل سے محبت نکل گئیāḳhir ye roz roz kī vahshat nikal ga.īik din hamāre dil se mohabbat nikal ga.ī
- اس سے پہلے کہ میرا ذہن سنبھالے مجھ کویہ تری سادہ دلی مار نہ ڈالے مجھ کوis se pahle ke merā zehn sambhāle mujh koye tirī sāda dilī mār na ḍāle mujh ko
- اس کی یادوں کو کبھی دل سے نکالا نہ گیاسبز ڈالی تھی جہاں پیڑ وہ کاٹا نہ گیاus kī yādoñ ko kabhī dil se nikālā na gayāsabz ḍālī thī jahāñ peṛ vo kāṭā na gayā
- اک ندی کی دھار کا لے کر سہارا آ گئےساری دنیا گھوم کے تجھ تک دوبارہ آ گئےik nadī kī dhār kā le kar sahārā ā ga.esārī duniyā ghūm ke tujh tak dobāra ā ga.e
- پھینکی ہے فتح یاب نے دستار کھینچ کرپہلے یہ کام ہوتا تھا تلوار کھینچ کرpheñkī hai fat.h yāb ne dastār khīñch karpahle ye kām hotā thā talvār khīñch kar
- دھوئیں میں اڑ گئیں سانسیں سگار ختم ہوااسی کے ساتھ ترا انتظار ختم ہواdhueñ meñ uṛ ga.īñ sānseñ sigār ḳhatm huāusī ke sāth tirā intizār ḳhatm huā
- رہ کر زمیں پہ چاند کے دیدار کے لئےدفتر میں دن گزرتے ہیں اتوار کے لئےrah kar zamīñ pe chānd ke dīdār ke liyedaftar meñ din guzarte haiñ itvār ke liye
- طویل رات کی گہرائیوں میں کچھ بھی نہیںیقیں نہیں تو شناسائیوں میں کچھ بھی نہیںtavīl rāt kī gahrā.iyoñ meñ kuchh bhī nahīñyaqīñ nahīñ to shanāsā.iyoñ meñ kuchh bhī nahīñ
- طویل عشق کی چاہت تھی مختصر نہ ملاہمارے جیسوں کو یہ تحفہ عمر بھر نہ ملاtavīl ishq kī chāhat thī muḳhtasar na milāhamāre jaisoñ ko ye tohfa umr bhar na milā
- مطلب پتا نہیں تھا بتانے چلے گئےہم عشق کرکے عشق نبھانے چلے گئےmatlab patā nahīñ thā batāne chale ga.eham ishq karke ishq nibhāne chale ga.e
- میں جانتا ہوں کہ اک دن یہاں سے نکلے گیہماری روح بدن کے مکاں سے نکلے گیmaiñ jāntā hūñ ke ik din yahāñ se niklegīhamārī rūh badan ke makāñ se niklegī
- ہونا تو نہیں چاہیئے پر یار ہوا تورہبر ہی مری راہ کی دیوار ہوا توhonā to nahīñ chāhiye par yār huā torahbar hī mirī rāh kī dīvār huā to