Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Nadeem Ajmal Adeem

Poems

Meter
  1. āp ne jo girā diye ānsūham ne motī banā diye ānsū
  2. tirī chaukhaṭ pe rahne kā jo dil armān chhoṛeparinda phūl ke āriz pe kyūñ muskān chhoṛe
  3. jaisā dikhtā hūñ agar vaisā nahīñmaiñ bhī koī ādmī achchhā nahīñ
  4. chamaktī raushnī ne māhtāb band kar diyākisī ne chashm-e-tar meñ jaise ḳhvāb band kar diyā
  5. duā ko hāthoñ meñ le kar ghumā ke chhoṛ diyāke jaise mujh ko ḳhudā ne banā ke chhoṛ diyā
  6. safar hī karnā hai lāzim to mat thakān girāzamīñ lapeṭ mire sar pe āsmān girā
  7. ajab sī bāt nahīñ kah gayā madārī kiyāadan se nikle hue sānp ko piṭārī kiyā
  8. kho diyā hai ek aisā ādmīsab jise kahte the achchhā ādmī
  9. mat mirī poshāk par dhabba lagārang bharnā hai to phir achchhā lagā
  10. ham jo kisī pahāṛ par apnī duā utārtekarte kalām ba.ad meñ pahle ḳhudā utārte