Poet
Mustafa Khan Shefta
مصطفیٰ خان شیفتہ1809–1869
Poems
- اٹھ صبح ہوئی مرغ چمن نغمۂ سرا دیکھنور سحر و حسن گل و لطف ہوا دیکھuṭh sub.h huī murġh-e-chaman naġhma-e-sarā dekhnūr-e-sahar-o-husn-e-gul-o-lutf huā dekh
- اس جنبشِ ابرو کا گلہ ہو نہیں سکتادل گوشت ہے ناخن سے جدا ہو نہیں سکتاis jumbish-e-abrū kā gila ho nahīñ saktādil gosht hai nāḳhun se judā ho nahīñ saktā
- بچتے ہیں اس قدر جو اُدھر کی ہوا سے ہمواقف ہیں شیوۂ دلِ شورش ادا سے ہمbachte haiñ is qadar jo idhar kī havā se hamvāqif haiñ sheva-e-dil-e-shorish adā se ham
- پابندیِ وحشت میں زنجیر کے مشتاقبے رحم نہیں جرمِ وفا قابلِ بخششpābandī-e-vahshat meñ zanjīr ke mushtāqbe rahm nahīñ jurm-e-vafā qābil-e-baḳhshish
- تقلیدِ عدو سے ہمیں ابرام نہ ہو گاہم خاص نہیں اور کرم عام نہ ہا گاtaqlīd-e-adū se hameñ ibrām na hogāham ḳhās nahīñ aur karam ām na hā gā
- جفا و جور کا اس سے گلہ کیاجو پوچھے مہربانی کیا، وفا کیاjafā-o-jaur kā us se gila kyājo pūchhe mehrbānī kyā, vafā kyā
- خورشید کو اگرچہ نہ پہنچے ضیائے شمعپروانے کو پسند نہیں پر سوائے شمعḳhurshīd ko agarche na pahuñche ziyā-e-sham.aparvāne ko pasand nahīñ par sivā.e sham.a
- دشمن سے ہے میرے دلِ مضطر کی شکایتکیوں کر نہ کروں شوخیِ دلبر کی شکایتdushman se hai mere dil-e-muztar kī shikāyatkyūñ kar na karūñ shoḳhī-e-dilbar kī shikāyat
- دور رہنا ہم سے کب تک اور بے گانے کے پاسہیں قریبِ مرگ، کیا اب بھی نہیں آنے کے پاس؟dūr rahnā ham se kab tak aur be gāne ke pāshaiñ qarīb-e-marg, kyā ab bhī nahīñ āne ke pās?
- شیفتہ آیا ہوں میں کس کا تماشا دیکھ کررہ گئے حیران مجھ کو سب خود آرا دیکھ کرshefta āyā hūñ maiñ kis kā tamāshā dekh karrah ga.e hairān mujh ko sab ḳhud ārā dekh kar
- طالعِ خفتۂ دشمن نہ جگانا شبِ وصلدیکھ اے مرغِ سحر غل نہ مچانا شبِ وصلtāle-e-ḳhufta-e-dushman na jagānā shab-e-vasldekh ai murġh-e-sahar ġhul na machānā shab-e-vasl
- غم غلط کرنے کو احباب ہمیں جانبِ باغلے گئے کل تو عجب رنگِ گلستاں دیکھاġham ġhalat karne ko ahbāb hameñ jānib-e-bāġhle ga.e kal to ajab rang-e-gulistāñ dekhā
- قبر پر وہ بتِ گل فام آیابارے مرنا تو مرے کام آیاqabr par vo but-e-gul fām āyābāre marnā to mire kām āyā
- کہا کل میں نے اے سرمایۂ نازتلون سے ہے تم کو مدعا کیاkahā kal maiñ ne ai sarmāya-e-nāztalavvun se hai tum ko mudda.ā kyā
- کیا تھا نور جب اللہ نے پیدا محمد کااسی دن سے ہوا ہے عاشق شیدا محمد کاkyā thā nūr jab allāh ne paidā mohammad kāusī din se huā hai āshiq-e-shaidā mohammad kā
- کیا فائدہ نصیحتِ نا سود مند کاکیا خوب پند گو بھی ہے محتاج پند کاkyā fā.ida nasīhat-e-nā sūd mand kākyā ḳhūb pand go bhī hai mohtāj pand kā
- واں ہوا پردہ اٹھانا موقوفیاں ہوا راز چھپانا موقوفvāñ huā parda uṭhānā mauqūfyāñ huā rāz chhupānā mauqūf
- ہائے اس برقِ جہاں سوز پر آنا دل کاسمجھے جو گرمیِ ہنگامہ جلانا دل کاhā.e is barq-e-jahāñ soz par ānā dil kāsamjhe jo garmī-e-hangāma jalānā dil kā
- یوں بزمِ گل رخاں میں ہے اس دل کو اضطرابجیسے بہار میں ہو عنادل کو اضطرابyūñ bazm-e-gul ruḳhāñ meñ hai is dil ko iztirābjaise bahār meñ ho anādil ko iztirāb
- یوں پاس بوالہوس رہیں چشمِ غضب سے دوریہ بات ہے بڑی دلِ عاشق طلب سے دورyūñ pās bavālhos raheñ chashm-e-ġhazab se dūrye bāt hai baṛī dil-e-āshiq talab se dūr