Poet
منتظر لکھنوی
Poems
- امید ہے کہ مجھ کو خدا آدمی کرےپر آدمی کرے تو بھلا آدمی کرےummīd hai ke mujh ko ḳhudā ādmī karepar ādmī kare to bhalā ādmī kare
- جس کی بخدا اس بت کافر پہ نظر ہےچھاتی ہے پہاڑ اس کی تو پتھر کا جگر ہےjis kī baḳhudā us but-e-kāfir pe nazar haichhātī hai pahāṛ us kī to patthar kā jigar hai
- خفا ہم سے وہ بے سبب ہو گیاغضب ہو گیا ہے غضب ہو گیاḳhafā ham se vo be sabab ho gayāġhazab ho gayā hai ġhazab ho gayā
- دیدہ ہے کہیں دل کہیں اور جان کہیں اوربیٹھا تو ہوں یاں پر ہے مرا دھیان کہیں اورdīda hai kahīñ dil kahīñ aur jān kahīñ aurbaiṭhā to hūñ yāñ par hai mirā dhyān kahīñ aur
- دیکھ کر یہ چلن تمہارے ہمخاک میں مل گئے بے چارے ہمdekh kar ye chalan tumhāre hamḳhāk meñ mil ga.e be chāre ham
- عاشق زار ہوں دیوانہ ہوںمیں بھی اک شمع کا پروانہ ہوںāshiq-e-zār hūñ dīvāna hūñmaiñ bhī ik sham.a kā parvāna hūñ
- عمر بھر اس پہ میں مرا ہی کیاوہ مسیحا بھی دم دیا ہی کیاumr bhar us pe maiñ mirā hī kiyāvo masīhā bhī dam diyā hī kiyā
- وہ ان زلفوں کا عالم ابتری کاسبب تھا میری شوریدہ سری کاvo in zulfoñ kā ālam abtarī kāsabab thā merī shorīda sirī kā
- ہم نہ وحشت کے مارے مرتے ہیںتیری دہشت کے مارے مرتے ہیںham na vahshat ke māre marte haiñterī dahshat ke māre marte haiñ
- یادگار زمانہ ہیں ہم لوگسن رکھو تم فسانہ ہیں ہم لوگyādgār-e-zamāna haiñ ham logsun rakho tum fasāna haiñ ham log
- یک بیک جاتا رہا دلبر جو گھر آیا ہوادوڑا دوڑا میں پھرا گلیوں میں گھبرایا ہواyak bayak jātā rahā dilbar jo ghar āyā huādauṛā dauṛā meñ phirā galiyoñ meñ ghabrāyā huā