Poet
منشی ٹھاکر پرساد طالب
Poems
- بحث کرنے کی نہیں ہے مجھے عادت واعظمے و معشوق ہیں میرے لئے جنت واعظbahs karne kī nahīñ hai mujhe ādat vā.izmai-o-ma.ashūq haiñ mere liye jannat vā.iz
- پرتو ہے تیرے رخ کا جو جام شراب میںآتا ہے ماہتاب نظر آفتاب میںpartau hai tere ruḳh kā jo jām-e-sharāb meñātā hai māhtāb nazar āftāb meñ
- پردۂ چشم سے لہو نکلاقطرہ بادل سے سرخ رو نکلاparda-e-chashm se lahū niklāqatra bādal se surḳh rū niklā
- پھری ہے کیوں نگہ دل ربا نہیں معلومہے اس ادا میں بھی کس کی قضا نہیں معلومphirī hai kyūñ nigah-e-dil rubā nahīñ ma.alūmhai is adā meñ bhī kis kī qazā nahīñ ma.alūm
- حال انجام سے پیری میں خبردار ہوئےحیف صد حیف کہ اب خواب سے بیدار ہوئےhāl anjām se pīrī meñ ḳhabardār huehaif sad haif ke ab ḳhvāb se bedār hue
- دل جو پہلے ہی سے محو رخ جاناں ہوتاکس لئے زلف میں پھنستا جو پریشاں ہوتاdil jo pahle hī se mahv-e-ruḳh jānāñ hotākis liye zulf meñ phañstā jo pareshāñ hotā
- دل کو پیری میں محبت کا تری جوش آیابے خودی شب کو رہی وقت سحر ہوش آیاdil ko pīrī meñ mohabbat kā tirī josh āyābe ḳhudī shab ko rahī vaqt-e-sahar hosh āyā
- دھیان عارض کا ہوا زلف چلیپا دیکھ کریاد کعبہ آ گیا مجھ کو کلیسا دیکھ کرdhyān āriz kā huā zulf-e-chalepā dekh karyād ka.aba ā gayā mujh ko kalīsā dekh kar
- شگفتہ اپنا دل داغدار رہتا ہےیہاں خزاں میں بھی لطف بہار رہتا ہےshagufta apnā dil dāġhdār rahtā haiyahāñ ḳhizāñ meñ bhī lutf-e-bahār rahtā hai
- غم سے فارغ ترے ہرگز دل ناشاد نہ ہوجو گرفتار محبت ہے وہ آزاد نہ ہوġham se fāriġh tire hargiz dil-e-nāshād na hojo giraftār-e-mohabbat hai vo āzād na ho
- فصل گل آئی ہوا اور ہوئیباغ عالم کی فضا اور ہوئیfasl-e-gul ā.ī huā aur huībāġh ālam kī fazā aur huī
- مہرباں مجھ پہ دم نزع وہ گلفام ہوابارے آغاز سے بہتر مرا انجام ہواmehrbāñ mujh pe dam-e-naza.a vo gulfām huābāre āġhāz se behtar mirā anjām huā
- میں نہ ہوں گا کبھی تجھ سے بت عیار جداآگ پتھر سے نہیں ہونے کی زنہار جداmaiñ na hūñgā kabhī tujh se but-e-ayyār judāāg patthar se nahīñ hone kī zinhār judā
- ہاں کبھی ہے کبھی ہے یار نہیںہاں نہیں کا کچھ اعتبار نہیںhāñ kabhī hai kabhī hai yār nahīñhāñ nahīñ kā kuchh etibār nahīñ