Poet
منشی شیو پرشاد وہبی
Poems
- آہ میں کچھ نظر آئی نہ اثر کی صورتیہ وہ ہے نخل کہ دیکھی نہ ثمر کی صورتāh meñ kuchh nazar ā.ī na asar kī sūratye vo hai naḳhl ke dekhī na samar kī sūrat
- اس سنگ دل کے دل میں محبت نے گھر کیامدت کے بعد آہ نے اپنی اثر کیاis sang dil ke dil meñ mohabbat ne ghar kiyāmuddat ke ba.ad āh ne apnī asar kiyā
- جان جاتی ہے مری ان کو خبر کچھ بھی نہیںتجھ میں او نالۂ جاں سوز اثر کچھ بھی نہیںjān jātī hai mirī un ko ḳhabar kuchh bhī nahīñtujh meñ o nāla-e-jāñ soz-e-asar kuchh bhī nahīñ
- دل میں اس بانیٔ بیداد کے گھر ہونے دورفتہ رفتہ مری آہوں کا اثر ہونے دوdil meñ is bānī-e-bedād ke ghar hone dorafta rafta mirī āhoñ kā asar hone do
- سمایا جب سے ہے وہ گلعذار آنکھوں میںہر ایک گل نظر آتا ہے خار آنکھوں میںsamāyā jab se hai vo gulizār ānkhoñ meñhar ek gul nazar ātā hai ḳhār ānkhoñ meñ
- شب فراق میں رویا کیا سحر کے لئےترس ترس گئیں آہیں مری اثر کے لئےshab-e-firāq meñ royā kiyā sahar ke liyetaras taras ga.īñ āheñ mirī asar ke liye
- شب وصل انہیں ضد اگر ہو گئینقاب اٹھتے اٹھتے سحر ہو گئیshab-e-vasl unheñ zid agar ho ga.īnaqāb uṭhte uṭhte sahar ho ga.ī
- عشق ابرو کا ہوا زلف رسا سے پہلےکیا تماشا ہے کہ مرتے ہیں قضا سے پہلےishq abrū kā huā zulf-e-rasā se pahlekyā tamāshā hai ke marte haiñ qazā se pahle
- عشق صادق نے دکھایا یہ اثر آپ سے آپہو گئی ان کو مرے دل کی خبر آپ سے آپishq-e-sādiq ne dikhāyā ye asar āp se āpho ga.ī un ko mire dil kī ḳhabar āp se āp
- غم فراق کا کھٹکا وصال یار میں ہےخزاں کا خوف ہمیں موسم بہار میں ہےġham-e-firāq kā khaṭkā visāl-e-yār meñ haiḳhizāñ kā ḳhauf hameñ mausam-e-bahār meñ hai
- نخل امید میں ثمر آیاحسن ان کا مراد پر آیاnaḳhl-e-ummīd meñ samar āyāhusn un kā murād par āyā
- ہو نہ رسوائے زمانہ مہ کامل کی طرحمیرے سینے میں رہو آ کے مرے دل کی طرحho na rusvā-e-zamāna mah-e-kāmil kī tarahmere sīne meñ raho ā ke mire dil kī tarah
- ہوں دفن مر کے کوچۂ جاناں کے سامنےبلبل کا آشیاں ہو گلستاں کے سامنےhūñ dafn mar ke kūcha-e-jānāñ ke sāmnebulbul kā āshiyāñ ho gulistāñ ke sāmne
- جھڑکی نہیں دیتے ہیں کہ غصہ نہیں ہوتاعاشق پہ ستم وصل میں کیا کیا نہیں ہوتاjhiṛkī nahīñ dete haiñ ke ġhussa nahīñ hotāāshiq pe sitam vasl meñ kyā kyā nahīñ hotā