Poet
Laxmi Narayan Farigh
Poems
- اعتبار آرزو کا کر و فر جاتا رہادل سے عرفان محبت کا اثر جاتا رہاetibār-e-ārzū kā kar-o-far jātā rahādil se irfān-e-mohabbat kā asar jātā rahā
- بساط رنگ و بو آتش فشاں معلوم ہوتی ہےرگ گل میں نہاں برق تپاں معلوم ہوتی ہےbisāt-e-rang-o-bū ātish fishāñ ma.alūm hotī hairag-e-gul meñ nihāñ barq-e-tapāñ ma.alūm hotī hai
- جہان رنگ و بو پر چھا رہا ہےہر اک پردے سے وہ جلوہ نما ہےjahān-e-rang-o-bū par chhā rahā haihar ik parde se vo jalva numā hai
- جہاں والوں سے برتی اس قدر بے گانگی میں نےکہ برہم کر لیا اپنا نظام زندگی میں نےjahāñ vāloñ se bartī is qadar be gāngī maiñ neke bar.ham kar liyā apnā nizām-e-zindagī maiñ ne
- خطا انجام ہو کر رہ گیا ہےبشر ناکام ہو کر رہ گیا ہےḳhatā anjām ho kar rah gayā haibashar nākām ho kar rah gayā hai
- خواب میں بھی نہ کبھی ان سے ملاقات ہوئیہمیں حاصل نہ کبھی وجہ مباہات ہوئیḳhvāb meñ bhī na kabhī un se mulāqāt huīhameñ hāsil na kabhī vaj.h-e-mubāhāt huī
- درد جب دل میں سما جاتا ہےلذت زیست بڑھا جاتا ہےdard jab dil meñ samā jātā hailazzat-e-zīst baṛhā jātā hai
- رہ حیات میں وہ بھی مقام آئے گایگانہ کام نہ بیگانہ کام آئے گاrah-e-hayāt meñ vo bhī maqām ā.egāyagāna kām na begāna kām ā.egā
- مری جدائی میں آنسو بہائے جاتے ہیںیہ فتنہ میری لحد پر جگائے جاتے ہیںmirī judā.ī meñ ānsū bahā.e jāte haiñye fitna merī lahad par jagā.e jāte haiñ
- نقاب بزم تصور اٹھائی جاتی ہےشکست خوردوں کی ہمت بڑھائی جاتی ہےnaqāb-e-bazm-e-tasavvur uṭhā.ī jātī haishikast ḳhurdoñ kī himmat baṛhā.ī jātī hai