Poet
Kailash Guru Swami
b. 1948
Poems
- آگ سینے میں محبت کی لگاتے کیوں ہیںجب انہیں چھوڑ کے جانا ہے تو آتے کیوں ہیںāg sīne meñ mohabbat kī lagāte kyūñ haiñjab unheñ chhoṛ ke jānā hai to āte kyūñ haiñ
- ٹھکانا ہو نہ ہو پھر بھی ٹھکانا ڈھونڈ لیتے ہیںقفس میں رہ کے بھی ہم آشیانہ ڈھونڈ لیتے ہیںṭhikānā ho na ho phir bhī ṭhikānā ḍhūñḍ lete haiñqafas meñ rah ke bhī ham āshiyāna ḍhūñḍ lete haiñ
- دل پر جو تری یاد کا پہرا نہیں ہوتاساگر کی طرح زخم بھی گہرا نہیں ہوتاdil par jo tirī yād kā pahrā nahīñ hotāsāgar kī tarah zaḳhm bhī gahrā nahīñ hotā
- زندگی خار ہے گلاب بھی ہےزندگی زندگی ہے خواب بھی ہےzindagī ḳhār hai gulāb bhī haizindagī zindagī hai ḳhvāb bhī hai
- سخاوتوں کے بہانے سے چھل رہے ہیں لوگنہ جانے کون سے سانچے میں ڈھل رہے ہیں لوگsaḳhāvatoñ ke bahāne se chhal rahe haiñ logna jāne kaun se sānche meñ ḍhal rahe haiñ log
- غم زمانے سے چھپانا ہی پڑاروتے روتے مسکرانا ہی پڑاġham zamāne se chhupānā hī paṛārote rote muskurānā hī paṛā
- کیا گھٹا آسماں پہ چھائی ہےجیسے بھر کر شراب لائی ہےkyā ghaṭā āsmāñ pe chhā.ī haijaise bhar kar sharāb lā.ī hai
- وہ نہیں ہے تو کیا جیا جائےزندگی تیرا کیا کیا جائےvo nahīñ hai to kyā jiyā jā.ezindagī terā kyā kyā jā.e