Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Kailash Guru Swami

b. 1948

Poems

Meter
  1. āg sīne meñ mohabbat kī lagāte kyūñ haiñjab unheñ chhoṛ ke jānā hai to āte kyūñ haiñ
  2. ṭhikānā ho na ho phir bhī ṭhikānā ḍhūñḍ lete haiñqafas meñ rah ke bhī ham āshiyāna ḍhūñḍ lete haiñ
  3. dil par jo tirī yād kā pahrā nahīñ hotāsāgar kī tarah zaḳhm bhī gahrā nahīñ hotā
  4. zindagī ḳhār hai gulāb bhī haizindagī zindagī hai ḳhvāb bhī hai
  5. saḳhāvatoñ ke bahāne se chhal rahe haiñ logna jāne kaun se sānche meñ ḍhal rahe haiñ log
  6. ġham zamāne se chhupānā hī paṛārote rote muskurānā hī paṛā
  7. kyā ghaṭā āsmāñ pe chhā.ī haijaise bhar kar sharāb lā.ī hai
  8. vo nahīñ hai to kyā jiyā jā.ezindagī terā kyā kyā jā.e