Poet
Kahkashan Tabassum
b. 1960
Poems
- پھر موسم یخ بستہ بدلنے کی خبر دےرگ رگ میں جمی برف پگھلنے کی خبر دےphir mausam yaḳh basta badalne kī ḳhabar derag rag meñ jamī barf pighalne kī ḳhabar de
- زمیں کے ٹکڑے کئے آسمان بانٹے گاوہ شاہ وقت ہے سارا جہان بانٹے گاzamīñ ke ṭukṛe kiye āsmān bāñṭegāvo shāh vaqt hai sārā jahān bāñṭegā
- لہو کی موج میں جینا مرے حصے میں آیا ہےبھنور بنتا ہوا دریا مرے حصے میں آیا ہےlahū kī mauj meñ jīnā mire hisse meñ āyā haibhanvar bantā huā dariyā mire hisse meñ āyā hai
- مانگے ہے اک ستارہ سر آسمان پھردل کو یہ ضد کہ سوئے افق ہو اڑان پھرmāñge hai ik sitāra sar āsmān phirdil ko ye zid ke sū-e-ufuq ho uṛān phir
- موسم خوشبو رنگ دھنک کے منظر سارے اس کے تھےرات کی کالی چھایا میری چاند ستارے اس کے تھےmausam ḳhushbū rang dhanak ke manzar sāre us ke therāt kī kālī chhāyā merī chānd sitāre us ke the
- بہت سی نظمیں کہی تھیں میں نےلکھیں بھی لکھ لکھ کے پھاڑ ڈالیںbahut sī nazmeñ kahī thīñ maiñ nelikheñ bhī likh likh ke phāṛ ḍāleñ
- صرف ہمارا شہر ہی نہیں جلاجل گئی ہماری ریشمی تہذیب بھیsirf hamārā shahr hī nahīñ jalājal ga.ī hamārī reshmī tahzīb bhī
- کوئی سومناتھ کا مندر نہیں تھااور نہ تلوار والے ہاتھ تھے غوریوں کےkoī sivumnāth kā mandir nahīñ thāaur na talvār vāle hāth the ġhauriyoñ ke
- وہ مؤذن تھاذرا سی دیر کو آ یا تھا اپنے گھرvo muazzin thāzarā sī der ko ā yā thā apne ghar
- گڑھو مت چاک پہ رکھ کےکوئی کوزہ صراحی یا گھڑا پیالہgaṛho mat chāk pe rakh kekoī kūza surāhī yā ghaṛā pyāla
- ہمیں خانوں میں مت بانٹوکہ ہم تو روشنی ٹھہرےhameñ ḳhānoñ meñ mat bāñṭoke ham to raushnī ṭhahre
- چلو آؤ چلیںچلیں پھر لوٹ کے واپسchalo ā.o chaleñchaleñ phir lauṭ ke vāpas
- شاکاہاریگوشت مچھلی انڈے نہیں کھاتے
- وہ درد بھی تھا سوا حدوں سےتمہاری آمد کا جس میں مژدہ چھپا ہوا تھاvo dard bhī thā sivā hadoñ setumhārī āmad kā jis meñ muzhda chhupā huā thā
- ہزاروں سال بیتےمری زرخیز دھرتی کے سنگھاسن پرhazāroñ sāl bītemirī zarḳhez dhartī ke singhāsan par
- ہزاروں صدیاں گزر چکی ہیںکسی سمے میں وہ تھی ست ونتیhazāroñ sadiyāñ guzar chukī haiñkisī samay meñ vo thī sat vantī
- یہ تری شکل ہے کہ چاند کا روشن چہرہیہ ستارےye tirī shakl hai ke chānd kā raushan chehraye sitāre