Poet
Kahkashan Tabassum
b. 1960
Poems
- پھر موسم یخ بستہ بدلنے کی خبر دےرگ رگ میں جمی برف پگھلنے کی خبر دےphir mausam yaḳh basta badalne kī ḳhabar derag rag meñ jamī barf pighalne kī ḳhabar de
- زمیں کے ٹکڑے کئے آسمان بانٹے گاوہ شاہ وقت ہے سارا جہان بانٹے گاzamīñ ke ṭukṛe kiye āsmān bāñṭegāvo shāh vaqt hai sārā jahān bāñṭegā
- لہو کی موج میں جینا مرے حصے میں آیا ہےبھنور بنتا ہوا دریا مرے حصے میں آیا ہےlahū kī mauj meñ jīnā mire hisse meñ āyā haibhanvar bantā huā dariyā mire hisse meñ āyā hai
- مانگے ہے اک ستارہ سر آسمان پھردل کو یہ ضد کہ سوئے افق ہو اڑان پھرmāñge hai ik sitāra sar āsmān phirdil ko ye zid ke sū-e-ufuq ho uṛān phir
- موسم خوشبو رنگ دھنک کے منظر سارے اس کے تھےرات کی کالی چھایا میری چاند ستارے اس کے تھےmausam ḳhushbū rang dhanak ke manzar sāre us ke therāt kī kālī chhāyā merī chānd sitāre us ke the