Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Jalal Aarif

Poems

Meter
  1. ādāb-e-junūñ ahl-e-nazar bhūl ga.e haiñjīte to haiñ jīne kā hunar bhūl ga.e haiñ
  2. itnī ḳhatā huī ke hañse the kisī ke sāthab ro rahe haiñ baiṭh ke ham zindagī ke sāth
  3. bhalā ho us kā jo raste meñ mujh ko ḍāl gayāzamāna sang samajh kar mujhe uchhāl gayā
  4. jab bhī zulfoñ ko tire ruḳh pe bikharte dekhāho ke sharminda ghaṭā.oñ ko guzarte dekhā
  5. jahāñ tum jalva gar hote vahāñ par tūr ho jātāzamīñ kā zarra zarra nūr se ma.amūr ho jātā
  6. dūr rahte hue nazdīk rag-e-jāñ bhī rahedushman-e-dil bhī rahe dil ke nigahbāñ bhī rahe
  7. safar hayāt kā ab maut ke sarāb meñ haihar ek sāns abhī panja-e-azāb meñ hai
  8. ishq-e-be ḳhud thā be hijāb āyāhusn ḍāle hue naqāb āyā
  9. mujhe jism-o-jāñ se na kar judā mujhe zehn-o-dil se miṭā na demujhe de ke qurb kā hausla merī tishnagī ko baṛhā na de