Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Haatif Aarifi Fatehpuri

Poems

Meter
  1. be qarārī sī be qarārī haisāns lenā bhī ab to bhārī hai
  2. be vatan hūñ vatan meñ ākar bhījal rahā hūñ chaman meñ ākar bhī
  3. jis kī jānib to ik nazar dekheḳhvāb tere vo umr bhar dekhe
  4. dil ko patthar banā ke dekhūñgāmaiñ bhī tujh ko bhulā ke dekhūñgā
  5. sāneha āj kā ye kyā kam haiādmī ādmī se bar.ham hai
  6. kal bhī jale the dhūp meñ jalte haiñ āj bhīham log sach kī rāh pe chalte haiñ āj bhī
  7. koī samjhā nahīñ lagī dil kībāt dil meñ sadā rahī dil kī
  8. luṭ gayā chain tere jāne seānkh bhar ā.ī muskurāne se
  9. merī ulfat ko bhī jafā samjhemaiñ ne kyā samjhā āp kyā samjhe
  10. vo nazar bad gumāñ sī lagtī haizindagī rā.īgāñ sī lagtī hai