Poet
Gauhar Shaikh Purwi
b. 1951
Poems
- اک پل بھی کہیں راحت و آرام نہیں ہےیہ عشق کا آغاز ہے انجام نہیں ہےik pal bhī kahīñ rāhat-o-ārām nahīñ haiye ishq kā āġhāz hai anjām nahīñ hai
- بدلا ہوا دنیا کا چلن دیکھ رہا ہوںتہذیب کے ماتھے پہ شکن دیکھ رہا ہوںbadlā huā duniyā kā chalan dekh rahā hūñtahzīb ke māthe pe shikan dekh rahā hūñ
- دنیا کی جو خوشی تھی وہ غم سے بدل گئیشاید حیات عشق کے سانچے میں ڈھل گئیduniyā kī jo ḳhushī thī vo ġham se badal ga.īshāyad hayāt-e-ishq ke sānche meñ ḍhal ga.ī
- دیکھ کر رنگ ان کی محفل کاہو گیا پست حوصلہ دل کاdekh kar rang un kī mahfil kāho gayā past hausla dil kā
- روز دل کو مرے اک زخم نیا دیتے ہیںآپ کیا اپنا بنانے کی سزا دیتے ہیںroz-e-dil ko mire ik zaḳhm nayā dete haiñāp kyā apnā banāne kī sazā dete haiñ
- زمانے بھر کو نئی تاب و تب دکھا نہ سکےوہ شخص کیا جو غموں میں بھی مسکرا نہ سکےzamāne bhar ko na.ī tāb-o-tab dikhā na sakevo shaḳhs kyā jo ġhamoñ meñ bhī muskurā na sake
- ہر موسم تپاں میں گل تر لٹائیےجب لوگ تشنہ لب ہوں سمندر لٹائیےhar mausam tapāñ meñ gul-e-tar luṭā.iyejab log tishna lab hūñ samundar luṭā.iye
- ہم آج بہت ان کو خفا دیکھ رہے ہیںاے شوخیٔ تقدیر یہ کیا دیکھ رہے ہیںham āj bahut un ko ḳhafā dekh rahe haiñai shoḳhī-e-taqdīr ye kyā dekh rahe haiñ
- ہم جو سارے جہان والے ہیںگم شدہ داستان والے ہیںham jo sāre jahān vāle haiñgum shuda dāstān vāle haiñ